-
Tarjuma: 'Engin AKyurek Fans Pakistan
-
...Mujhe Mujrim Daghan Soyser se milna hai
-
.. pesha card par likha hai,chere par nahi
-
...?kya tum uski attorney ho
-
.nahi,meri uske saat pehli mulakaat hai
-
...yeh form bharo
-
...ankhon ke scan ke liye uss taraf jao
-
.Salaam Daghan
-
.yakeenan soch rahe hoge mein kaun hoon
-
anjaan hoon,par tumhe achi tarha janti hoo
-
,...mera naam Selvi Nardan hai
-
mein tumhari wakeel ban na chahti hoo
-
...yaani
-
.agar apni attorny ban ne ka haq do toh
-
toh 11 saal purane case ko kholna chaho gi
-
.woh case bohot pehle khatam hogaya hai
-
...agar naya saboot mil jae toh purana case khul sakta hai
-
...is tarha ke bohot mukadmaat hain
-
?...kya mere waldein ne tumhe bheja hai
-
...Nahi
-
?phir iss case me itni dilchaspi kyun
-
?Professor Hakki yaad hain tumhe
-
...tumhare wakeel thay
-
...aur mere professor, aksar tumhara case ka zikar karte thay
-
...haar dil par le li thi
-
.tum Masoom ho kehte thay
-
pichle saal woh guzar gae
-
lagta hai wasiyet me case mujhe chor gae
-
...dekho... aik bohot bari galti hui hai
-
.tumhare saath bohot Na-insaafi hui hai
-
.lekin, hamare pass aik aur mauka hai
-
..Professor Hakki kehte thay
-
,insaaf kubra hai, sisakta hai
-
...lekin apna mukaam hasil karleta hai
-
?itni ghabraahat kyu hai
-
!ghabraah nahi hai
-
shayad dil ki mareez ho, doctor ko dikhao
-
!mein theek hoon
-
dil ki dharkan kuch aur bata rahi hain
-
acha, thori ghabrai hui hoon
-
tum mera pehla case hogae
-
us soorat mein agar tum mujhe
-
apni lawyer kabool karte ho toh...
-
.mujhe wakeel ki zaroorat nahi hai
-
!jao apne liye koi aur case dhoondo
-
!GUARD
-
aik minute! meri baat toh suno
-
.mein tumhe kuch dikhana chahti hoo
-
!Akhri Dam Tak
-
11saal pehle
-
mene tests karlye hain
-
kal result ajaega...
-
,theek hai
-
, Sir yaha sign kardein
-
zaroor Daghan
-
..aur yaha bhi
-
!Bus? - Jee Shukria-
-
?2nd floor ke mareez ko dehkliya,aur kuch
-
dekhain.. number 8 ka test result agayai
-
!Daghan
-
!Salam! -waalaikum-
-
?duty khatam
-
!oh hooo! do ghantay baaki hai
-
!zabardast
-
?tum theek ho? kuch hua hai kya
-
baad mei baat karte hain
-
? kuch bura hogaya? khairiat toh haina
-
yaar... jaan sab theek hai
-
aise nahi bata sakti! pehle bahir aao
-
mera intezaar karo, ijazat lekar ata hoo
-
!acha
-
?kuch bolo gi bhi ya nahi
-
!pehle yaha betho
-
!mujhe dara rahi ho
-
?breakup to nahi? mera dil toro gi
-
?haye kaisi baatein kar rahe ho
-
...phir lagta hai .....shayad tum
-
!haamliya ho
-
?tumhe kaise pata chala
-
?kya ye sach hai
-
!sach batao
-
!mujhe shak tha isi liye test karwaya
-
?hum abb kya karengey
-
.abb sirf aik rasta hai
-
!jaldi karo iss se pehle aur der hojaey
-
?kaise? abhi
-
?kya hum iske bare mein baat nahi karsakte
-
?kya tumhare liye ye itna asaan hai
-
!hamare liye yehi behtar hai! jaldi aao
-
!Daro nahi! jaldo karo
-
!yakeen nahi ata tum ye chahte ho
-
mujhe ye bacha chahiye! me ye nahi karo gi
-
!DAGHAN
-
!darna band karo aur jaldi chalo
-
!AAHH! hum agaye
-
...abb jaldi se.... nikkah ki tareek socho
-
..aabb hum kuch nahi kar sakte
-
!Tumhe meri biwi banna pare gaa
-
!yeh kaisa mazak tha? mein dar gayi thi
-
Bolo? kya mein itna ghatia lagta hoo
-
!pata nahi! shayad ho! kaminay insan
-
ab tumhe yeh kamina kabool karna pare ga
-
.pehle mere walid se mera rishta maango
-
!haan ...haan ...zaroor
-
!lekin filhaal waqt zaaya ho raha hai
-
?aur woh naa kardein toh
-
!Toh utha ke le jaon gaa
-
?Chalo ajao! -kya kar rahe ho-
-
!side do yaaron! dulha dulhan arahe hain
-
!sab dekh rah hain! marhaba
-
?? tumhe abhi shadi kyukarni hai
-
yeh sahi waqt nahi hai
-
tumhari kachi umar hai
-
apni taleem puri karo
-
apni residency mukammal karo
-
phir fazool khayaal sochna
-
?halil kya mein ghalat hoon
-
khuda ke liye kuch samjhain isse
-
hum intezaar nahi kar sakte..kuch samjhain
-
pareshaan na hon
-
saath saath doctory bhi mukammal karlo ga
-
pursakoon ho jaein
-
mujhe samjh nahi ati, itni jaldi kyun hai
-
tum chai le kar aao
-
?tum humse kuch chupa rahe ho haina
-
kaash thora intezaar kar lete
-
khair...jo hona tha ho gaya
-
usse khabar karo kal rishta lene arahe hai
-
!mein bhi ao g
-
!ajaon? -zaroor-
-
!uff... kitna bara ghar hai
-
?ghar me kaun kaun rehta hai
-
..sirf Beril aur uske Walid..
-
?air uski walida
-
?woh nahi hain. -kyu? kaha hain-
-
wahan jaha dada aur dadi chale gae
-
?jannat mein? -haaan-
-
...woh us waqt tumhare jitni thi
-
...pata nahi rishta dein gae bhi ya nahi
-
?kyu nahi denge Sabiha
-
.inka ghar hamari haysiyat se bhi bara hai
-
..sabiha rishte sirf paise se nahi ban te
-
.kuch rishte insaaniat ke bhi hote hain
-
?kaun? -hum Mr Sezai ko milne aye hain-
-
woh ghar par nahi hain
-
hum itlah kar ke aye hai
-
...Mein miss meril ka
-
Maf kare,Mr sezai apse milna nahi chahte
-
meri kabhi itni Beizzati nahi hui
-
kheechar ki tarha raste se saaf kardiya
-
andar bulane ki zehmat bhi nahi ki
-
!bhaar me dalo usse! phone bandh karo
-
...yeh rishta mumkin bhi nahi tha
-
..us aadmi ke ghar kadam bhi nahi rakho gi
-
!aur tum bhi nahi rakho gae
-
!Sabiha!...chup karjao! woh pareshan hai
-
tumhari batein use mazeed dukhi karahi hai
-
?kahaan ja rahe ho
-
!Daghan koi bewakoofi nahi karna
-
!Mister aik minute! Ap andar nahi aa sakte
-
Mister Please nikal jao yaha se
-
Sir Aap andar nahi aa sakte
-
!Beril kaha hai? -woh ghar par nahi hai-
-
!SIr Please chale jaein
-
!Beril! -Mister-
-
!...Uncle Sezai khuda ke liye
-
!meri zindagi us par inhasaar hai
-
mere Abu ko pata chala toh mujhe mar denge
-
!BERIL
-
!BERIL
-
?tum jante ho tum mujhse kya maang rahe ho
-
?mein apne partner se kaise chupa sakta ho
-
!DAGHAN
-
!DAGHAN! mein yaha hoon
-
!Beril
-
?yeh kaisa shor hai
-
Sir mene roka..lekin woh andar ghus aya
-
!Foran police ko call milao
-
!Beril! -mein yaha ho daghan-
-
!Daghan! mein yaha hoo
-
!Beril! me araha hoo
-
): ...mujhe lock kardiya hai
-
): ...mera cell phone bhi le liya
-
! sab theek hai! mei agaya hoon
-
!chalo yahaan se door chalte hain
-
!kuch saath lene ki zaroorat nahi hai
-
!tumhari itni jurrat
-
shayd tamiz naam ki cheez se wakif nahi ho
-
mujhe laga subah jawab mil gaya hoga
-
!Sezai yE beizzati meri soch nahi badle gi
-
!zahir hai dat ke aye ho
-
.socha nahi tha janwaro ki tarha ao gae
-
socha nahi tha beti ko qaidi karo gae
-
?dekh rahi ho tumhari pasand kaisi hai
-
?kya aise aadmi ke saath zindagi guzaro gi
-
!Baba bus kardein
-
!phir se shuru math ho jaein
-
..Police aati hi hogi
-
aik baar phir bol raha ho
-
.apna comedy drama bandh kardo
-
!mein Beril ke baghair kahi nahi ja raha
-
!chalo ajao... -Beril-
-
!agar gae toh ghalti se bhi wapas math ana
-
isse shadi ki toh me tumhe munakr kardoga
-
?is harami ki wajah se mujh se lar rahi ho
-
?tumhe lagta hai yeh tumse pyar karta hai
-
?kya bakwaas kar rahe ho
-
dekhte hai paise k bina kb tak rakhta hai
-
!mein tumhe qatal kardoonga
-
.Daghan bus! yaha se chalo
-
!haan chalo chalte hain
avijeet
why the urdu subtitle is incomplete in the video?
Fizzaazeem15
How the subtitles are shown in the video