-
hum log har roz haraaron faisle karte hai
-
jaise bahar jaane se pehle
-
humaare paas ek IF Statement
-
hoti hai jo kehti hai
-
agar baarish ho rahi hai,
-
toh mujhe apni jacket leni padhegi toh
-
computr bahot ache
-
hote hai jab aap
-
us prakar ke
-
faisle kar lete hai
-
ve un cheezon ko tez gati
-
se bharose se
-
nishpaadit kar sakate hain
-
aur isliye, ek computer program asal me
-
thoda ganit hota hai aur thodi
-
IF statements,jaha aese faisle kiye
-
jate hai toh, is paheeli me
-
jo IF khand hai, wo ek zombie (pret) ko
-
ek faisle karne me maddad kar raha hai
-
yeh kuch jaanchta hai
-
udahran ke liye,ek khand lete he jo kehta
-
"agar koi raasta baeen or jaa raha hai"
-
aur isme "baeen or
-
mudhne" ka aadesh daalte hai
-
toh hum zombie ko bata rahe hai ki
-
usse apni aas paas ki jaanch karni hai,
-
aur dekhna hai ki agar baeen or
-
koi raasta jaa raha hai, toh baeen mudho
-
aur fir hum "aage badho" khand ka istemal
-
karte hai "isse dohraao" khand ke andar
-
jisse wo aage badhte rahe jab tak wo
-
sirf seedha jaana chaahta hai
-
aur fir uske baad jab ek modd aata hai
-
tab "IF" khand usse batayega ki usse
-
baeen mudhna,aur hum dekh sakte hai
-
ki ye karne par, ki agar modd aaya toh
-
baeen mudhna warna seedhe chalne par
-
hum apne lakshya par pahuch jaayenge
-
toh ye bas ek udahran tha "IF" khand ke
-
istemaal ka jo ki asal me computer
-
Not Synced
program me kaafi moolbhoot
-
Not Synced
vichaar hai
-
Not Synced
maine sabse pehle zero kaata khelne ka
-
Not Synced
program banana seekha tha
-
Not Synced
toh mere paas "IF" khand tha kehne ke liye
-
Not Synced
ki agar doosra khilaadi jeetne wala hai
-
Not Synced
toh aage jaao aur us jagah ko rok do
-
Not Synced
toh mazze karna "IF" khand ko seekhne me
-
Not Synced
ye kaafi zaroori vichar hai