1 00:00:00,343 --> 00:00:03,000 hum log har roz haraaron faisle karte hai 2 00:00:03,070 --> 00:00:05,000 jaise bahar jaane se pehle 3 00:00:05,078 --> 00:00:06,666 humaare paas ek IF Statement 4 00:00:07,117 --> 00:00:08,333 hoti hai jo kehti hai 5 00:00:08,770 --> 00:00:10,888 agar baarish ho rahi hai, 6 00:00:11,185 --> 00:00:13,444 toh mujhe apni jacket leni padhegi toh 7 00:00:13,581 --> 00:00:14,329 computr bahot ache 8 00:00:14,329 --> 00:00:15,213 hote hai jab aap 9 00:00:15,213 --> 00:00:16,098 us prakar ke 10 00:00:16,098 --> 00:00:17,049 faisle kar lete hai 11 00:00:17,049 --> 00:00:18,049 ve un cheezon ko tez gati 12 00:00:18,049 --> 00:00:19,683 se bharose se 13 00:00:19,683 --> 00:00:21,000 nishpaadit kar sakate hain 14 00:00:21,000 --> 00:00:24,500 aur isliye, ek computer program asal me 15 00:00:24,550 --> 00:00:27,700 thoda ganit hota hai aur thodi 16 00:00:27,700 --> 00:00:31,410 IF statements,jaha aese faisle kiye 17 00:00:31,410 --> 00:00:34,000 jate hai toh, is paheeli me 18 00:00:34,000 --> 00:00:35,000 jo IF khand hai, wo ek zombie (pret) ko 19 00:00:35,000 --> 00:00:37,500 ek faisle karne me maddad kar raha hai 20 00:00:37,500 --> 00:00:39,800 yeh kuch jaanchta hai 21 00:00:39,800 --> 00:00:42,000 udahran ke liye,ek khand lete he jo kehta 22 00:00:42,000 --> 00:00:45,000 "agar koi raasta baeen or jaa raha hai" 23 00:00:45,000 --> 00:00:46,000 aur isme "baeen or 24 00:00:46,000 --> 00:00:48,000 mudhne" ka aadesh daalte hai 25 00:00:48,000 --> 00:00:49,000 toh hum zombie ko bata rahe hai ki 26 00:00:49,000 --> 00:00:51,500 usse apni aas paas ki jaanch karni hai, 27 00:00:51,500 --> 00:00:53,700 aur dekhna hai ki agar baeen or 28 00:00:53,700 --> 00:00:56,000 koi raasta jaa raha hai, toh baeen mudho 29 00:00:56,000 --> 00:01:01,309 aur fir hum "aage badho" khand ka istemal 30 00:01:01,309 --> 00:01:04,000 karte hai "isse dohraao" khand ke andar 31 00:01:04,000 --> 00:01:06,000 jisse wo aage badhte rahe jab tak wo 32 00:01:06,000 --> 00:01:12,000 sirf seedha jaana chaahta hai 33 00:01:12,000 --> 00:01:13,900 aur fir uske baad jab ek modd aata hai 34 00:01:13,900 --> 00:01:18,400 tab "IF" khand usse batayega ki usse 35 00:01:18,400 --> 00:01:21,720 baeen mudhna,aur hum dekh sakte hai 36 00:01:21,720 --> 00:01:26,340 ki ye karne par, ki agar modd aaya toh 37 00:01:26,340 --> 00:01:32,000 baeen mudhna warna seedhe chalne par 38 00:01:32,000 --> 00:01:34,900 hum apne lakshya par pahuch jaayenge 39 00:01:34,900 --> 00:01:39,200 toh ye bas ek udahran tha "IF" khand ke 40 00:01:39,200 --> 00:01:44,409 istemaal ka jo ki asal me computer 41 99:59:59,999 --> 99:59:59,999 program me kaafi moolbhoot 42 99:59:59,999 --> 99:59:59,999 vichaar hai 43 99:59:59,999 --> 99:59:59,999 maine sabse pehle zero kaata khelne ka 44 99:59:59,999 --> 99:59:59,999 program banana seekha tha 45 99:59:59,999 --> 99:59:59,999 toh mere paas "IF" khand tha kehne ke liye 46 99:59:59,999 --> 99:59:59,999 ki agar doosra khilaadi jeetne wala hai 47 99:59:59,999 --> 99:59:59,999 toh aage jaao aur us jagah ko rok do 48 99:59:59,999 --> 99:59:59,999 toh mazze karna "IF" khand ko seekhne me 49 99:59:59,999 --> 99:59:59,999 ye kaafi zaroori vichar hai