-
Namaste, mera naam ElsaMarie DSilva hai
-
Aur main Red Dot Foundation
ki founder or CEO hoon
-
Jo Safecity se bhi jaane jatha hai
-
Safecity ek bheed ka naksha hai jo
sexual violence ke liye bana hai
-
aur ye sthaan aadhaarit rujhaan
mein ikattha hota hai
-
jo map mein dikhayi de te hai hotspot jaise
-
Sexual violence ek duniya ki samasya hai
-
humein bahut antararaashtreey
pahachaan milee hai
-
crowdsourcing data mein hamare kaam ke
liye aur uska technology ke liye
-
Iske vaja se, humein duniya bar mein baat
karne ke liye aamantrit kiya gaya hai
-
aur humare kaam kaee darshak
se share karne ke liye bhi
-
Main angrezi mein baat karti hoon,
par mere darshakon ke liye shayad se
-
angrezi unki pehli basha nahi hai
-
Is liye, anuvaad jaroori hai kyunki mera
sandesh share karne mein madat karta hai
-
usi sach sandarbh aur arth mein
jo main chaahati hoon
-
udaaharan ke liye,
main abhi Argentina main hoon
-
aur mere kaee bhaashan hue hai
-
pratyek jagah pe paanch sau log
se zyada ke saath
-
anuvaadakon ke madat ke bina, yeh log
-
meri ek bhi baat nahi samajh pa the
-
fir bhi, unne mere kaam ko samman diya hai
aur unko sandarbh aur arth
-
humare kaam ka mila hai
-
Toh is antarraashtreey anuvaadak divas
-
main anuvaadakon aur anuvaadon
ka jashn manana chahoongi
-
aur aapaka bahut bahut dhanyavaad
kyunki bhaashaon bahut jaroori hoti hai
-
humein wo cheezein doondni parigi jo
humko apne anubhavon share karne denge
-
Dhanyavaad.