1 00:00:01,035 --> 00:00:03,469 Namaste, mera naam ElsaMarie DSilva hai 2 00:00:03,469 --> 00:00:06,432 Aur main Red Dot Foundation ki founder or CEO hoon 3 00:00:06,432 --> 00:00:08,169 Jo Safecity se bhi jaane jatha hai 4 00:00:08,931 --> 00:00:12,539 Safecity ek bheed ka naksha hai jo sexual violence ke liye bana hai 5 00:00:12,539 --> 00:00:15,059 aur ye sthaan aadhaarit rujhaan mein ikattha hota hai 6 00:00:15,059 --> 00:00:17,217 jo map mein dikhayi de te hai hotspot jaise 7 00:00:18,137 --> 00:00:20,748 Sexual violence ek duniya ki samasya hai 8 00:00:21,419 --> 00:00:24,181 humein bahut antararaashtreey pahachaan milee hai 9 00:00:24,181 --> 00:00:28,758 crowdsourcing data mein hamare kaam ke liye aur uska technology ke liye 10 00:00:30,055 --> 00:00:34,653 Iske vaja se, humein duniya bar mein baat karne ke liye aamantrit kiya gaya hai 11 00:00:35,121 --> 00:00:38,664 aur humare kaam kaee darshak se share karne ke liye bhi 12 00:00:38,664 --> 00:00:42,575 Main angrezi mein baat karti hoon, par mere darshakon ke liye shayad se 13 00:00:42,575 --> 00:00:44,210 angrezi unki pehli basha nahi hai 14 00:00:44,614 --> 00:00:49,227 Is liye, anuvaad jaroori hai kyunki mera sandesh share karne mein madat karta hai 15 00:00:49,227 --> 00:00:52,782 usi sach sandarbh aur arth mein jo main chaahati hoon 16 00:00:54,442 --> 00:00:57,209 udaaharan ke liye, main abhi Argentina main hoon 17 00:00:57,209 --> 00:00:59,464 aur mere kaee bhaashan hue hai 18 00:00:59,464 --> 00:01:02,148 pratyek jagah pe paanch sau log se zyada ke saath 19 00:01:03,478 --> 00:01:05,891 anuvaadakon ke madat ke bina, yeh log 20 00:01:05,891 --> 00:01:08,179 meri ek bhi baat nahi samajh pa the 21 00:01:08,515 --> 00:01:13,761 fir bhi, unne mere kaam ko samman diya hai aur unko sandarbh aur arth 22 00:01:14,276 --> 00:01:15,574 humare kaam ka mila hai 23 00:01:15,931 --> 00:01:18,567 Toh is antarraashtreey anuvaadak divas 24 00:01:18,567 --> 00:01:22,278 main anuvaadakon aur anuvaadon ka jashn manana chahoongi 25 00:01:22,478 --> 00:01:26,386 aur aapaka bahut bahut dhanyavaad kyunki bhaashaon bahut jaroori hoti hai 26 00:01:26,386 --> 00:01:31,898 humein wo cheezein doondni parigi jo humko apne anubhavon share karne denge 27 00:01:32,921 --> 00:01:33,927 Dhanyavaad.