-
.
-
Ham problem 66 pe hain
-
x squared minus 4x plus 4, divided by x squared
-
minus 3x plus 2apne lowest term mein kya hoga
-
ab dono quadratic equation ka factor nikal na hai
-
or fir dekhna hai ki factor kat te hai ya nahi
-
Chalo koshish karte hain.
-
numerator, eska batwara karna to asan lag raha hai.
-
Kin do anko ka multiply karke mujhe 4 milega?
-
Aur jab mein unhe add karun to -4 milega?
-
Toh -2 do hua na?
-
-2 aur -2, -4 hota hai.
-
-2 squared 4 hota hai.
-
To yeh x minus 2 times x minus 2 hua.
-
Aur agar tumhe yakeen nahi hai to.
-
dono factor ko Multiply karke dekhlo
-
divided by,kin do numbers?
-
Iska batwara ho sakte hain.
-
dono numbers ka sign same hona chahiye kyunki
-
tab tum enhe numberon ko multiply karte ho to tumhe positive milta hai
-
Yeh dono number negative honge kyunki jab tum
-
inhe jodo ge tab tumhe -3 milega
-
Chalo dekhte hain -2 aur -1.
-
-2 times -1, positive 2 hota hai.
-
-2 plus -1, -3 hota hai.
-
To x minus 2 times x minus 1 hua.
-
Agar hum ye bole ki x kabhi 2 nahi ho sakta, kyunki agar x 2 hua
-
to ye expression undefined ho jayega, isliey hum ise kat sakte hain.
-
Tum bad mein padhoge ki iski vajah se rekha-chitra mein ek ched ho jata,
-
kyunki vahan ye function undefined hai.
-
Tumhare pas -2 over -1 bacha hai.
-
Aur ye choice A hai.
-
.
-
Saval 67( sixty seven)
-
Yeh acha abhyas hai.
-
hamare ase kai sare problem hain
-
veh puch te hain --- 12a cubed minus 20a
-
squared over 16a squared plus 8a
-
apne lowest terms mein kya hoga
-
Pehle dono( Numerator, denominator) ko bat kar dekhte hain ki kya hota hai.
-
To numerator mein --mujhe rang badalne do --
-
dono terms(12 and 20) 4 se divisible hain or a sqare se divisible hain
-
To 4a squared nikal lete hain.
-
Toh hume 4a squared milta hai.
-
,
-
12 divided by 4, 3 hota hai.
-
Aur "a" cube divided by "a" square "a" hot hai.
-
Toh 12a cubed divided by 3a squared, 3a hota hai.
-
-20 -- mein plus minus20 bhi keh sakta hoon --
-
par tumhe ye samajh mein ata hai
-
20 divided by 4, 5 hota hai.
-
Aur "a" squared divided by "a" squared, keval "a" hota hai.
-
Aur agar tumhe yakin nahi hai to multiply karke dekh lo.
-
4a squared times 3a, 12a cubed(12a^3) hota hai.
-
Aur 4a squared(4a^2) times -5, -20a squared(-20a^2) hota hai.
-
Toh yeh kam karta hai.
-
Tum denominator karo.
-
Dekhte hain, yeh dono 8a se divisible hain.
-
To batwara kar dete hain.
-
16 divided by 8, 2 hota hai.
-
a squared(a^2) divided a, a hota hai.
-
To 16a squared(16a^2) divided by 8s, 2a hota hai.
-
Aur agar tum dosri taraf jao, to 8a guna 2a squared(2a^2)
-
16a squared (16a^2) hota hai.
-
Toh yeh bhi kam karta hain.
-
plus 1
-
8a times 1, 8a hota hai.
-
Dekhte hain ki hum yahan kya kar sakte hai.
-
Yeh ek ban jata hai.
-
Yeh do ban jata hai.
-
Aur a squrared(a^2) divided by "a", yeh 1 ban jata hai aur
-
yeh bas "a" ban jata hai.
-
Aur humare pas "a" times 3a minus 5 over 2
-
times 2a plus 1 bachta hai.
-
Aur dekhte hain.
-
Yeh pasand D hai.
-
Mujhe laga ki yeh hume phir se multiply karne ko kahenge.
-
Lekin pasand d iska uttar hai.
-
Saval adsath( sixty eight)
-
Oh ye wala badhiya hai.
-
Mein ise likh deta hoon.
-
Yeh chahte hain ki hum kuch guna karen.
-
Yeh kehte hain 7z squared( 7z^2) plus 7z -- yeh poora --
-
divided by 4z plus 8
-
times z squared(8z^2) minus 4 -- yeh poora -- divided by z cubed
-
plus 2z squared(2z^2) plus z equals
-
Tumhe lag raha hoga, hey bhagvan mujhe ye sare terms
-
multiply karne padenge or divide bhi karne padenge
-
Lekin, mere khyal mein, sabse achi cheej inhe batna
-
hoga aur phir saare factors
-
ek doosre ko kat denge
-
Aur yeh ek aasan sa prashn ban jayega.
-
dono terms(7z^2 or 7z) 7z se divisible hain
-
to 7z ko bahar nikal letein hain
-
to numerator = 7z(z+1)
-
to numerator = 7z(z+1)
-
to numerator = 7z(z+1)
-
to numerator = 7z(z+1)
-
agar tum multiply karke bracket khol dete hon to tumhe
-
7z squared plus 7z ( 7z^2 + 7z) milta hai
-
jab tum fractions multiply karte hon, to ye sirf numerator times
-
the numerator ,over denominator times the
-
denominator hota hai
-
to 7z(z+1) times the numerator
-
z squared minus 4 (z^2-4), jo ki (a^2-b^2) ke form mein hai
-
to z^2-4 = (z-2)(z+2)
-
.
-
to z^2-4 = (z-2)(z+2) , asha karta hoon
-
tumhe ye pahchan pa rahe ho es samhe par
-
ab denominator pe dhyan deten hain
-
4 ko bahar nikal lete hain, to yeh 4 times (z+2) ho jata hai.
-
8 divided by 4 is 2 times -- ham z ko bahar nikal sakte
-
hai edhar, to hamhe z(z^2+2z+1) milta hai
-
mujhe lagta ab kam pura hona vala hai
-
ab hamhe (z^2+2z+1) ko factor karna hai
-
abhi mein sab vapas likh deta hoon
-
to ye barbar hai 7z(z+1)(z+2)(z+6)
-
to ye barbar hai 7z(z+1)(z+2)(z+6)
-
divided by 4(z+2)(z)( aur ye kya hai)
-
divided by 4(z+2)(z)( aur ye kya hai?)
-
divided by 4(z+2)(z){ ye (z+1)^2 ke barabar hai}
-
(z+1)(z+1), 1 times 1, 1 hota hai
-
or 1+1 , 2 hota hai
-
so time (z+1)(z+1)
-
or ab maza aayega
-
ye edhar 1hai, or ye bracket hai.
-
or ab ham sab cancel out karna chalunn kartein hain
-
or ham ye man letein hain ki denominator kabhi zero ke
-
barabar nahi hoga
-
ab dekhtein hain, ye (z+2)
-
es (z+2) ko cancel out kardega
-
Ye (z+1) en mein se koi (z+1) ko cancel out kar dega
-
mein esse cancel kar deta hoon
-
ye 'z' es 'z' ko cancel out kardega
-
or ab hamare pas kya bachta hai
-
sab ab simplify ho gaya hai 7(z-6) over
-
4(z+1) mein
-
ha ha
-
oh maine edhar (z-b) likh diya
-
ye to (z+2)(z-2) hai
-
vo sab (a^2-b^2) = (a-b)(a+b) mein maine galti kar di
-
(z^2-4) = (z+2)(z-2) hot hai
-
na ki z-b, mujhe laga ye 6 tha
-
to yeh (z-2) hai
-
or yeh (z-2) hai
-
to sahi choice 1 hai
-
galti ke liye sorry
-
.
-
ok, vo ab chahatein ki ab ham ye sab vapas karein
-
vo ab chahatein ki ab ham product find karein (x+5) over (3x+2)
-
times (2x-3) over (x-5)
-
yahan pe ham jyada kuch simplification nahi kar saktein hain
-
hamein bas multiply karna hoga
-
to ye barabar hoga (x+5)(2x-3)
-
divided by 3x
-
mein bas numerator ko multiply kar raha hoon or fir
-
denominator ko multiply kar raha hoon -- ( 3x+2)(x-5)
-
or ham ab dono binomial ko multiply kar dete hain,
-
x*2x = 2x^2
-
x*(-3) = -3x
-
5*2x=10x
-
5*(-3)=(-15)
-
.
-
ab ham denominator ko multiply karte hain
-
3x*x = 3x^2
-
3x*(-5) = 15x
-
2*x = 2x
-
2*(-5)=(-10)
-
or ab dektein hain ki ham simplify kar saktein hai ya nahi
-
numerator ko dekho 2x^2
-
-3x+10x
-
to ye 7x -15 hua
-
ye sab over 3x^2
-
-15x + 2x
-
13x - 10 hua
-
or ye choice hua D vala
-
.
-
Agla saval
-
Problem 70
-
vo chahte hain ham
-
practise kartein rahein
-
to vo liktein hai x^2+8x+16,over x+3
-
divided by 2x plus 8, over x squared minus 9
-
to jab tum ek fraction se divide karte hai
-
to tum us fraction ke inverse se multiply kar dete ho
-
to ye barabar hai x squared plus 8x plus + sixteen (x^2+8x+16) over x plus three (x+3)
-
time eska ulta(inverse), x squared minus nine (x^2-9)
-
over 2x plus eight (2x+8)
-
.
-
chalo ab ese ham simplify kartein hain
-
.
-
to ye ,4 plus 4 is 8 hai, or ye 4 times 4 is 16 hai.
-
to ham ese ase likh saktein hai x plus 4 times x plus 4.....(x+4)(x+4)
-
to ham ese ase likh saktein hai x plus 4 times x plus 4.....(x+4)(x+4)
-
x squared minus 9... a squared minus b squared.. (a^2-b^2) ke form mein hai
-
to ye hua (x+3)(x-3)...x plus 3 times x minus 3
-
.
-
ham edhar 2 bahar nikal saktein hai. to ye ban jayega
-
2(x+4) .. 2 times x plus 4
-
hamare par edhar x+3 hai
-
or han jab ham fractions multiply kartein hain ham bhas
-
sare numerators ko multiply kar dete hain over sare denominators ko multiply kar dete hai
-
to tum edhar ek line bana dete ho
-
to numerator (x+4)(x+4)(x+3)(x-3)...x plus 4 times x plus 4 times x plus 3 times x minus 3 hua
-
to numerator (x+4)(x+4)(x+3)(x-3)...x plus 4 times x plus 4 times x plus 3 times x minus 3 hua
-
ye sab divided by (x+3)(2x+4)..x plus 3 times 2 times x plus 4
-
to ab thodi cancellation kartein hain
-
ye hi to maze vali bat hai
-
to hamarein pas (x+4) or (x+4) hai, enhe cancel kardo
-
to hamarein pas (x+4) or (x+4) hai, enhe cancel kardo
-
hamarein pas (x+3) or (x+3) hai, enhe bhi cancel kar do
-
hamarein pas (x+3) or (x+3) hai, enhe bhi cancel kar do
-
or ab hamarein pas kya bachta hai
-
hamarein pas bachta hai (x+4)(x-3)
-
ye sab divided by 2
-
or choice C vala hai
-
ab mein apkon next video mein milta hoon
-
ab mein apkon next video mein milta hoon