-
Iss video main main aap ko
-
trignometry ki mabadayat dena chahun ga.
-
Yeh bohat mushkil mozou lagta hai
-
magr aap dekhain gai keh yeh dirf parhai hai
-
tarkoun ki tarfain key tanasib ka.
-
Trignometry ka 'trig' wala hisay ka lafzi matlab
-
tarkoun hai aur uss key 'metry' hissae ka lafzi matlab
-
napna hai.Tou main aap ko kuch masalain deta hun.
-
Mujhe lagta hai yeh sab kuch sabiq bana deyga.
-
Tou main kuch right tarkoun banata hun,mujhe
-
aik right tarkoun bananae dain.Yeh aik right tarkoun hai.
-
Jab main kehta hun keh yeh right tarkoun hai tou woh iss liye kunke
-
yahan par aik angle 90 degrees ka hai.
-
Yeh yahan par aik right tarkoun hai.
-
Yeh 90 degrees key barabar hai.
-
Aur hum aur tareekoun key bare main aat karein gai
-
zawya ki shidat ka dekhane kay liye mustaqbil ki videos main.
-
Tou humare paas aik 90 degress angle hai.
-
Yeh aik right angle hai,tou mujhe
-
yahan par kuch lambai lagane dou in sides par.Tou iss side yaham par shaid 3 hai.Iss ki ounchai idhar 3 hai.
-
Shaid iss tarkoun ki bunyaad idhar 4 hai
-
aur iss tarkoun ka hypotenuse idhar 5 hai.
-
Aap key paas hypotenuse sirf tab hota hai jab aik right tarkoun hota hai.
-
Yeh woh side hai jo right zaoya key samnae hai aur yeh tarkoun ki sab sey lambi side hai.
-
Tou yeh aik hypotenuse hai.
-
Yeh shaid aap nai sitadwasti main seekha hoga.
-
Aur aap iss baat ki tasdeeq kar sakte hain keh yeh right tarkoun hai--kunke the sides nikal ati hain-
-
humain pythagoras theorem sey pehley hi maloom hai keh 3 marbah
-
jama 4 marbah,sab sey lambi side key barabar hoga,
-
hypotenuse ki lambai marbah 5 marbah key barabar hai
-
tou aap tasdeeq kar sakte hain keh
-
yeh pythagoras theorem keh mutabiq hai.
-
Ab uss ko raste sey nikaal kar kuch trignometry key bare main seekhtai hain.
-
trignometry keh khaas functions,
-
hum in key baare main kuch zayada jante hain keh in function ka kya matlab hai.
-
Aik tou sine function hai.
-
Phir cosine function hai aur phir tangent function.
-
Aur aap inhain chota kar keh likhtae hai,S-I-N,C-O-S,aur 'tan'.
-
Aur yeh kisi bhi zaoya ki wazahat karte hain aik tarkoun main,
-
yeh kisi khaas sides key tanasib ki wazahat karte hain.
-
Tou mujhe kuch likhnae dain.
-
Yeh yahan par aik kism ka mnemonic hai,
-
tou kuch aisa jo aap ko in functions keh maani yaad rakh wai
-
magr main likhnae wala hun 'soh cah
-
toa',aap hairan hongai keh yeh mnemonic kitna door tak aap ko trignometry main ley kar jaye ga.
-
Humare paas 'soh cah toa hai aur humain yeh batata hai
-
keh 'soh' main sine barabar hai samane wale keh upar hypotenuse.
-
Yeh humain bata raha hai .Aur abhi iss ki zayada samajh nai lagae gi,
-
main abhi issey poora samjhat hun aik lamahin tak.
-
Aur phir cosine barabar hai adjacent upar hypotenuse.
-
Aur phir aakhir aap key paas hai tangent,
-
jo barabar hai opposite upar adjacent.
-
Tou aap shaid yeh keh rahe hongai," hey,sal, what is all this "opposite"
-
"hypotenuse,"adjacent",hum kya aat kar rahe hain?"
-
Theek hai,hum yahan aik zaoya leyte hain.
-
Kehta hain keh yeh zaoya yahan par theta hai,
-
lambai 4 ki side key darmayan aur
-
lamabai 5 ki side keh.Yeh theta hai.
-
Tou aao nikalain theta ka sine,
-
theta ka cosine,aur tangent theta
-
ka kya hai.
-
Tou agar hum pehley theta key sine par towajah rakhna chahtey hai
-
humain sirf yaad rakhna hoga 'soh cah toa',
-
sine opposite upar hypotenuse hai tou theta ka sine barabar hai opposite ka-
-
tou zawaya key opposite side konsi hai?
-
Tou yeh hai humara zawaya yahan par,opposite side
-
agar hum sirf opposite side par jain
-
woh wali sides nai jo zawaya key adjacent hain,
-
tou the opposite side 3 hai,
-
agar aap thora sa-yeh uss 3 par khul raha hai,
-
tou opposite side 3 hai.
-
Aur phir hypotenuse kya hai?
-
theek hai humain pehley ka pata hai-hypotenuse yahan par 5 hai.
-
tou yeh 3 upar 5 hai
-
Theta ka sine 3/5 hai
-
Aur main aap ko dekhata hun theta ka sine-
-
agar yeh zawaya koi khaas zawaya ho bhi iss ka sine 3/5 hi hoga.
-
opposite ka hypotenuse sey tanasib hamesha wohi hoga
-
agar asal wala tarkoun aik bara tarkoun ho bhi
-
ya aik chota wala.
-
Main aap ko dehata hun.
-
Tou sare trig functions main sey guzarte hain.
-
Chalo sochte hain keh cosine theta ka kya hoga.
-
Cosine hai adjacent upar hypotenuse tou yaad rakhna-
-
mujhe unhain label karnae dou.
-
Hum nae pehley hi nikaal liya keh 3 opposite side hai.
-
Yeh hai opposite side.
-
Aur sirf tab jab hum is zawaya ki baat kar rahe hun.
-
Aur hum iss zawaya ki baat kar rahe hai-yeh zawaya uss key opposite hai.
-
Jab hum iss zawaya ki baat kar rahe hun tou yeh 4 side
-
iss key adjacent hai,
-
yeh un sides main hai jo banate hain
-
yahan par aik vertex.
-
Tou yeh yahan par adjacent side hai.
-
Aur main bohat saaf hona chata hun keh yeh sirf
-
iss zawaya par asar karti hai.
-
Agar hum iss zawaya ki baat kar rahe hun,
-
tou yeh hari side opposite hogi,
-
aur yeh yellow side adjacent
-
Magar hum ahi sirf iss zawaya par dekh rahe hain.
-
tou iss zawaya ka cosine-tou iss zawaya ki adjacent side 4 hai,
-
tou adjacent upar hypotenuse,
-
adjacent jo 4 haai upar hypotenuse,
-
4 par 5.
-
Ab hum tangent karte hain.
-
Chalo tangent karain.
-
Theta ka tangent:opposite par adjacent hai.
-
opposite 3 hai.Adjacent side kya hai?
-
hum nai pehley sey hi nikaal liya hai keh woh adjacent
-
side 4 hai.
-
Tou iss right tarkoun ki sides jaan kar
-
hum nikal sake khaas trig tanasib.
-
Aur hum aur trig tanasib dekhain gai,
-
magar woh sare in teen
-
bunyadi trig functions sey nikaale ja sakte hain.
-
Ab hum aik aur zawaya key bare y main sochte hain jo iss tarkoun main ho,
-
aur main issey phir sey banaoun ga kunke yeh ganda hogaya hai.
-
Tou main phir sey banaoun ga bilkul wohi tarkoun.
-
Bilkul wohi tarkoun.
-
Aur phir aik dafa, tarkoun ki lambai hain
-
4 aur 3
-
aur yahan 5.
-
Pichley masal main hum nai theta istamaal kiya.
-
Magar aik aur zawaya karte hain,aik aur zawaya karte hain yahan par,
-
aur issey kehte hain
-
aik aam sa greek lafzT
-
Tou issey kehte hain psi.
-
main janta hun yeh zara ajeeb hai.
-
Theta hai jo aap zayada tak istamal karte hain
-
magar kunke mainae theta istamal karliya hai tou psi istamaal kartey hain.
-
Ya main issey saadha banta hun
-
isse hum zawaya x kahain gai.
-
Tou isse zawaya x kahin.
-
Tou iss angle key liye trig fun