-
Jahan tak hum sab chore the pichla video ko, mujhe lagta hai hame kaafi achi tarah se
-
samajh aa raha hai ki suraj kitna bada hai, vishesh roop se jab dharti se mukabla ho aur dharti ki doori kitni hai suraj se.
-
Aur jyadatar diagrams jo hum science ki kitabon me dekhte hain sahi nahi hoti
-
Sachai to ye hai ki, jab mai is suraj ko yahan dikhaya toh wah lagbhag 5 se 6 inch tak lamba tha,
-
Mai bola ki dharti 40 feet right ya left me, ya
-
iski kasha 40 feet ki radius ki hogi.
-
toh tumhe pata bhi nahi chalega ki, tum yahan ise dekh bhi rahe ho.
-
yah itni choti chiz hogi jo bahut badi doori mali kasha me ghum rahi hogi.
-
agar tum yahan is suraj ko dekh paa rahe ho--agar mai ise yahan banata hoon to--ye banta
-
20 inch ka diameter se. Toh aisi sthiti me ye dharti yahan hota--ye scale le ke banaya gaya hai.