1 00:00:00,418 --> 00:00:12,533 agar hamaaray pass aik equation hai 7x 2 00:00:12,533 --> 00:00:15,867 isko solve karnay se pehlay 3 00:00:15,867 --> 00:00:19,737 mujhe yeh sochna hai keh 7x ka matlab kya hai? 4 00:00:19,737 --> 00:00:22,430 agar hamaray pass aik ibaarat hai 7x=14 5 00:00:22,430 --> 00:00:39,427 iska matlab hai keh7 zarab x, yaani hum 7 ko aise hindsay se zarab dein keh jawab 14 aaye 6 00:00:39,427 --> 00:00:43,533 aap isko zubaani solve kar saktay hain 7 00:00:43,533 --> 00:00:45,743 ya aap 7 ka pahaara bhi parh saktay hain 8 00:00:45,743 --> 00:00:48,762 agar 7 zarab aik se shuru karein tou 7 zarab aik ki value hai 7 9 00:00:48,762 --> 00:00:54,010 7 zarab 2 ki value hai 14. Tou iska matlab hai keh x ki value yaqeenan 2 hogi 10 00:00:54,010 --> 00:00:56,424 yeh jawab ya solution tou assni se nikal aaya 11 00:00:56,424 --> 00:00:59,257 is qisam ki asaan aur simple equation ka solution tou araam se nikaala ja sakta hai 12 00:01:08,267 --> 00:01:10,728 lekin agar equation kuch lambi ya mushkil ho tou zubaani ya simple tareeqay se iska jawab nikaalna mushkil hai 13 00:01:18,251 --> 00:01:21,920 iss equation 7x = 14 ka matlab hai keh 7 ko kisi aise number se zarab di jaaye keh iska jawab 14 aaye 14 00:01:21,920 --> 00:01:24,753 algebra mein aksar x ka sign istemaal nahin kiya jaata 15 00:01:26,588 --> 00:01:28,422 agar kisi do hindsoun ko ya aik hindsay aur aik anjaan hindsay ko zarab deni ho to agar unko aik doosray ke saath likha jaaye 16 00:01:28,422 --> 00:01:30,419 to iska bhi yehi matlab hot hai 17 00:01:30,419 --> 00:01:32,090 keh inko aapas mein zarab d jaa rahi hai 18 00:01:32,090 --> 00:01:34,087 yeh sirf isko likhnay ka aik assan tareeqa hai 19 00:01:34,087 --> 00:01:36,595 hum x is liye nahin likhtay keh aksar yeh jaan paana mushkil hai keh 20 00:01:36,595 --> 00:01:41,067 asal mein yeh x ya zarab ka nishaan hai ya keh yeh aik variable x hai 21 00:01:42,400 --> 00:01:49,412 Aksar logon ki likhaayi bhi aisi hoti hai keh 'x' kuch ajeeb lag sakta hai aur logon ko confuse kar sakta hai 22 00:01:49,412 --> 00:01:52,400 keh kisi no do baar tou x nahin likh diya. 23 00:01:54,985 --> 00:01:57,400 to aam taur par jab equations par kaam kiya jaata hai, 24 00:01:57,400 --> 00:01:58,933 khaas taur par jin mein x aik variable ho 25 00:01:58,933 --> 00:02:01,255 tou aisi equations mein zarab ka nishaan istemaal nahin kiya jaata 26 00:02:01,255 --> 00:02:05,434 kuch jagah par log sirf . ya dot ka nishaan bhi zarab ki jagah istemaal karte hain 27 00:02:06,595 --> 00:02:10,403 jaise 7. x(yaani 7 zarab variable x) = 14 28 00:02:10,403 --> 00:02:13,004 magar dot notation itna aam taur par istemaal nahin hota. 29 00:02:13,004 --> 00:02:14,908 agar aik variable ya anjaan number ho x aur usko aik aur hindsay se zarab deni ho tou usko 30 00:02:14,908 --> 00:02:16,766 7x likha jaa sakta hai 31 00:02:16,766 --> 00:02:19,738 iska matlab hai 7 zarab x 32 00:02:19,738 --> 00:02:22,478 iss equation ko hal karnay ke liye aap sochein keh 7 zarab x ka asal matlab kya hai 33 00:02:22,478 --> 00:02:25,403 isko iss tarah bhi dekha jaa sakta hai keh 34 00:02:35,388 --> 00:02:38,081 keh x kay hindsay ko 7 baar khud se jamah kiya jaaye 35 00:02:38,081 --> 00:02:40,403 jaise keh pahaaray mein hota hai 36 00:02:40,403 --> 00:02:48,484 yaani x jamah x jamah x jamah x jamah x 37 00:02:48,484 --> 00:02:51,735 yeh paanch baar x jamah hua, ab iss mein 2 aur x jamah karein 38 00:02:51,735 --> 00:02:55,589 yaani qul mila kar 7x (saat x ) ho gaye 39 00:03:03,716 --> 00:03:07,664 hamaari equation mein 7 x , 14 ke baraabar hain 40 00:03:11,472 --> 00:03:14,072 agar main 14 cheezein banaoon 41 00:03:14,072 --> 00:03:19,831 yaani aik(1), do(2), teen, chaar, paanch, cheh, saat, aath, 42 00:03:19,831 --> 00:03:23,467 nau, dus, gyaarah, baarah, taira, chauda tak 43 00:03:23,467 --> 00:03:26,936 hamaara matlab hai keh ywh 7x in chauda cheezon ke baraabar hai 44 00:03:26,936 --> 00:03:29,398 yeh statements bilkul baraabar hain 45 00:03:29,398 --> 00:03:32,741 inko iss tarah banaanay se yeh behtar samajh mein aata hai 46 00:03:35,388 --> 00:03:37,664 keh hum equation ke dono taraf ko saat(7) hison mein kaise taqseem kar saktay hain 47 00:03:47,867 --> 00:03:53,407 aam taur par jab hum aik equation ko asaan tareeqay se likhna chahtay hain 48 00:03:53,407 --> 00:03:56,147 tou uskay coefficient, ya variable se zarab honay walay hindsay ko nikaalnay ki koshish kartay hain 49 00:04:03,159 --> 00:04:05,249 agar hum equation ke dono jaanib ko 7 se divide ya taqseem karein tou iss equation ko assan tareeqay se likha jaa sakta hai 50 00:04:05,249 --> 00:04:07,757 iss see 7 ka hindsa cancel ho jaaye ga 51 00:04:07,757 --> 00:04:12,494 dono jaanib ko 7 se divide karein 52 00:04:12,494 --> 00:04:16,255 tou 7 ko 7 se hi taqseem karnay se 7 cancel ho jaaye ga 53 00:04:16,255 --> 00:04:18,252 aur sirf x reh jaata hai 54 00:04:18,252 --> 00:04:22,664 doosri jaanib 14 ko 7 se taqseem karein tou jawaab 2 aayega 55 00:04:22,664 --> 00:04:26,751 tou iss tarah x ki value 2 aati hai 56 00:04:26,751 --> 00:04:29,398 isko iss tarah se socha ja sakta hai 57 00:04:29,398 --> 00:04:32,742 keh agar aik equation ko balance karna ho, tou jo aik side par jamah (+) ya tafreeq (-) ya zarab(x) ya taqseem(/) kiya jaata hai 58 00:04:32,742 --> 00:04:36,410 wohi = sign ke doosri jaanib bhi kiya jaata hai, takeh equation balanced rahe. 59 00:04:36,410 --> 00:04:37,664 Hum ne aik side ko 7 se taqseem kiya, tou doosri side ko bhi karengay, kyoonkeh yeh aik equation hai 60 00:04:37,664 --> 00:04:39,800 iski left side, right side ke baraabar hai 61 00:04:39,800 --> 00:04:43,469 jo left side ko kiya jaata hai, wohi doosr side ko bhi 62 00:04:43,469 --> 00:04:46,163 balance karnay ke liye karna zaroori hai 63 00:04:50,482 --> 00:04:54,986 ab jabkeh left side ko 7 se taqseem kiya gaya hai 64 00:04:54,986 --> 00:04:56,054 main right sode ko bhi 7 hison mein baant deta hoon 65 00:04:56,054 --> 00:04:59,816 yaani 7 x 's ko, saat hison miein baantoon ga 66 00:05:04,460 --> 00:05:07,664 aur right jaanib ko bhi saat groups mein taqseem kar deta hoon 67 00:05:11,400 --> 00:05:16,999 aik do teen.............. cheh(6) saat(7) tak 68 00:05:16,999 --> 00:05:19,599 agar left side , right par di gai har cheez ke baraabar hai tou 69 00:05:19,599 --> 00:05:26,008 iss taraf ki aik x