Achhe kapde hain Obi Suraj mein ek din zyada ho gaya kya? Bakwas band karo nakli Rumi Apne dal ke liye nahi hai koi daya kya!? Main har saal khushi lata hoon Main khushiyaan hi dikhlata hoon Tum dikhate ho chappal Iskey baad mai tumhe dardi banana sikhata hoon Main aaya Noth Pole se Isliye shabd mere itne thande Main heere thookta hoon Lekin tumhare liye koyla, kyunki tum ho bacche gande Tum bade badmash ho Mendakon ka toophan laye Khud ko hi jail mein daal do Aakhir yeh kanoon tum hi ne toh hain banaye Ya phir chhate niyam mein kuch aisa tha Jo mere samajh nahi aaya? Yahan pe toh likha hai tumne Egyptian ko mara Aur usey ret mein hi dafnaya! Kitaab paid hai Maine tumhari Kafi kathin dharm hai Maas khana mana hai Par lund katwana tumhara karm hai! Main toh khush mithayi ka dabba hoon Chhutiyon ke taufe sab ko deta Lekin tumhare dharm ke log is samay Itna jalte hain beta.