ہم مسئلہ نمبر ۵۳ پر ہیں۔ yeh kehta hai TONI ye Masawat hal kar raha hai zayad hai Zero Say yaa Sifar say Tu yeh saadi chaukor Masawat hai Aur ab daikhtay hain yeh kaisay hal kartay hain awal us nay "C" kee nafi kee dono atraaaf say to us kaay paas AX reh gaya Aur ab daikhtay hain Ussnay dono atraaf ko "a" par takseem kar diya Theek samaj aaaye ab hal kee janib 3 kadam kia hona chahiye Tu woh mukamal kar rha hai Muraba ko taaakay woh mukammal muraba ban jaae Ab daikhtay hain iss ko kaisay hal kar saktay hain tu ab dono atraaf usko Jama kartay hain