ہم مسئلہ نمبر ۵۳ پر ہیں۔
yeh kehta hai TONI ye Masawat hal kar raha hai
zayad hai Zero Say yaa Sifar say
Tu yeh saadi chaukor Masawat hai
Aur ab daikhtay hain yeh kaisay hal kartay hain
awal us nay "C" kee nafi kee dono atraaaf say to us kaay paas AX reh gaya
Aur ab daikhtay hain
Ussnay dono atraaf ko "a" par takseem kar diya
Theek samaj aaaye
ab hal kee janib 3 kadam kia hona chahiye
Tu woh mukamal kar rha hai Muraba ko
taaakay woh mukammal muraba ban jaae
Ab daikhtay hain iss ko kaisay hal kar saktay hain
tu ab dono atraaf usko Jama kartay hain