WEBVTT 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 auzubillah minashaitan nirajeem 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 bismillah hir rahman nir raheem 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Qul huwal lahu ahad 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Allah hus-samad 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Lam yalid walam yulad 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Walam yakul-lahoo kufuwan ahad 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Allahumma Salli ‘ala Muhammad 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 wa ‘ala aali Muhammad 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 kama sallaita ‘ala Ibrahim 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 wa ‘ala aali Ibrahim 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 innaka Hamidum-Majeed 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Mu'azzaz hazraat 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 bohot mohtaram khawateen 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 aur tamaam hazireen-e-majlis 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 aap door daraaz se tashreef laye 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Aap ka mansha, maqsad yahan anay ka 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 safar ki suubatain aap ne bardasht keen, 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 sardi ka khayal nahi kiya. 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Duniyavi masrufiyat se aap ne waqt nikala 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Kyun? 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Isliye ke aap ko Allah Ta'ala ki taraf se ek ittila mili 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 ke hamare bandon mein se, hamare ghulamon mein se, 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 hamari jaan mein se ek jaan aisi hai 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 jis par Murshid Kareem Abdaal-e-Haq, Mumassil-e-Kainat 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Muhammad Azeem Barkhiya 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Huzoor Qalandar Baba Auliya Rahmatullah Alaih ke 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 ke faiz se ek banda aisa hai 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 jo is duniya mein mojood hai. 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Aap aadmi ke paas nahi aaye, 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 aadmi to bohot hain 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 har qisam ke hain 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Bare bare aalim fazil bhi hain 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Bare bare science daan bhi hain 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Is tarah, is tarah, is tarah 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 is ko agahi bharpoor zehan wale banday 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 mujhe yahan nazar nahi aa rahe jo aur doosray hon 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Allah Ta'ala aap ko deen ki tamaam raahatain naseeb farmaaye 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Allah Ta'ala aap ko bimariyon se shifa ata farmaaye 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Allah Ta'ala aap ke rizq mein barakat ata farmaaye 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Aur in sab wasail dastiyabi ke baad aap ko ek baat, ek baat, 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 ek baat, (aap ko) shaoor ata farmaaye 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Phir dohrayein 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Duniya ki tamaam [...], Aur duniya ki tamaam maal-o-zar, 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 duniya ki jitni bhi makhluqat hain 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 Humein is baat ka ilm to hai lekin humein yaqeen, yaqeen 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 wal-rāsikhūna fī l-ʿil'mi yaqūlūna āmannā bihi kullun min ʿindi rabbinā 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 is yaqeen mein, yaqeen mein, 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 duniyavi chhaap ka aks zyada ho gaya hai. 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 6:25 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 99:59:59.999 --> 99:59:59.999 99:59:59.999 --> 99:59:59.999