9:59:59.000,9:59:59.000 auzubillah minashaitan nirajeem 9:59:59.000,9:59:59.000 bismillah hir rahman nir raheem 9:59:59.000,9:59:59.000 Qul huwal lahu ahad 9:59:59.000,9:59:59.000 Allah hus-samad 9:59:59.000,9:59:59.000 Lam yalid walam yulad 9:59:59.000,9:59:59.000 Walam yakul-lahoo kufuwan ahad 9:59:59.000,9:59:59.000 Allahumma Salli ‘ala Muhammad 9:59:59.000,9:59:59.000 wa ‘ala aali Muhammad 9:59:59.000,9:59:59.000 kama sallaita ‘ala Ibrahim 9:59:59.000,9:59:59.000 wa ‘ala aali Ibrahim 9:59:59.000,9:59:59.000 innaka Hamidum-Majeed 9:59:59.000,9:59:59.000 Mu'azzaz hazraat 9:59:59.000,9:59:59.000 bohot mohtaram khawateen 9:59:59.000,9:59:59.000 aur tamaam hazireen-e-majlis 9:59:59.000,9:59:59.000 aap door daraaz se tashreef laye 9:59:59.000,9:59:59.000 Aap ka mansha, maqsad yahan anay ka 9:59:59.000,9:59:59.000 safar ki suubatain aap ne bardasht keen, 9:59:59.000,9:59:59.000 sardi ka khayal nahi kiya. 9:59:59.000,9:59:59.000 Duniyavi masrufiyat se aap ne waqt nikala 9:59:59.000,9:59:59.000 Kyun? 9:59:59.000,9:59:59.000 Isliye ke aap ko Allah Ta'ala ki taraf se[br]ek ittila mili 9:59:59.000,9:59:59.000 ke hamare bandon mein se,[br]hamare ghulamon mein se, 9:59:59.000,9:59:59.000 hamari jaan mein se ek jaan aisi hai 9:59:59.000,9:59:59.000 jis par Murshid Kareem[br]Abdaal-e-Haq, Mumassil-e-Kainat 9:59:59.000,9:59:59.000 Muhammad Azeem Barkhiya 9:59:59.000,9:59:59.000 Huzoor Qalandar Baba Auliya[br]Rahmatullah Alaih ke 9:59:59.000,9:59:59.000 ke faiz se[br]ek banda aisa hai 9:59:59.000,9:59:59.000 jo is duniya mein mojood hai. 9:59:59.000,9:59:59.000 Aap aadmi ke paas nahi aaye, 9:59:59.000,9:59:59.000 aadmi to bohot hain 9:59:59.000,9:59:59.000 har qisam ke hain 9:59:59.000,9:59:59.000 Bare bare aalim fazil bhi hain 9:59:59.000,9:59:59.000 Bare bare science daan bhi hain 9:59:59.000,9:59:59.000 Is tarah, is tarah, is tarah 9:59:59.000,9:59:59.000 is ko agahi bharpoor zehan wale banday[br]mujhe yahan nazar nahi aa rahe[br]jo aur doosray hon 9:59:59.000,9:59:59.000 Allah Ta'ala aap ko deen ki tamaam[br]raahatain naseeb farmaaye 9:59:59.000,9:59:59.000 Allah Ta'ala aap ko[br]bimariyon se shifa ata farmaaye 9:59:59.000,9:59:59.000 Allah Ta'ala aap ke[br]rizq mein barakat ata farmaaye 9:59:59.000,9:59:59.000 Aur in sab wasail dastiyabi ke baad[br]aap ko ek baat, ek baat, ek baat,[br](aap ko) shaoor ata farmaaye 9:59:59.000,9:59:59.000 Phir dohrayein 9:59:59.000,9:59:59.000 Duniya ki tamaam [...],[br]Aur duniya ki tamaam maal-o-zar, 9:59:59.000,9:59:59.000 duniya ki jitni bhi makhluqat hain 9:59:59.000,9:59:59.000 Humein is baat ka ilm to hai [br]lekin humein yaqeen, yaqeen 9:59:59.000,9:59:59.000 wal-rāsikhūna fī l-ʿil'mi yaqūlūna [br]āmannā bihi kullun min ʿindi rabbinā 9:59:59.000,9:59:59.000 is yaqeen mein, yaqeen mein, 9:59:59.000,9:59:59.000 duniyavi chhaap ka[br]aks zyada ho gaya hai. 9:59:59.000,9:59:59.000 6:25 9:59:59.000,9:59:59.000 9:59:59.000,9:59:59.000 9:59:59.000,9:59:59.000