chaliye aaj hum baat karte hai us takat kai baare mai jo muje
is saansar ki sabse aadik acharya mai daal deti hai
waise to muje duniya ki saari taakte
bahut hi aajeb lagti hai, par aaj hum
charcha kare ge chare kai baare mai
hum sab ne charge kai baare mai to suna hi hoga
jaise battery ko charge karo
aur jaise is kan mai charge hai
lakin jab hum charge kai baare mai soche
to ye ek property hai aur hum jaante hai
ki agar kisi vastu mai positive charge ho to use
positive kahte hai jo ek arbitrary baat hai
ye proton ki tarha nahi hai jis pai plus ka neeshan hota hai
hum ise negative b keh sakte hai
lakin agar kisi kan par positive carge hota hai
aur kisi par b positive charge ho to
wo ek dusre ko dekhlte hai
agar unke charge alag ho to
negative charge wale kan ko
negatve kehte hai
jo ek arbitrary viran hai
hun inhe neel aur lal charge b kah sakte hai
hum jaante hai ki agar kisi aur kan par koi aue charge ho
jaise ki negative, to wo
positive charge ko apni taraf kinche ga
to aap charge kai baare mai kya jante hai
chare ek property hai jo kano mai hoti hai aur agar hum kano ko ek saath rakhe
to ye sambhawna hai ki baki kano mai b
wahi property aa jaye
to ye sirf ek property hai
isliye mai yahe kahu ga ki mai b
iske vishe mai kuch aadik nahi kahu ga
aur sahi sahi kahu koi b vayakti
ye nahi jaanta ki ye hai kya
sahi mai to koi b fundamentally kuch nahi jaanta
bus yahi jaante hai ki ye ek property hai
jis tarha mass
agar aap soche to wo b sirf ek property hai
par kuch hadh tak ye kuch jaiha sapasth concept
lagta hai charge kai mukable mai, lakin hamare mastish isi parkar se kaam karta hai
agar hum soche mass kya hai lakin hum hamesha
weight aur volume kai vishe mai jaidha sochte hai
mass kai mukable har samay
lakin charge jaida aakarshit karta hai kyuki
jab b amber aur apne balo ko lagre ge to hum pahle to charge ka pata nahi chale ga
par jab katak kar ke aawaj aaye ge jaise bijli ka current
to pata chale ga ki ye har kan ki property hoti hai
charge to parkar ka hota hai
positive aur negative
aur ek jaise charge dekhlte hai aur alag alag tarha kai khinchte hai
charge attract sahi hai kya
hum isse kya kar sakte hai
agar hamare pass ye property ho to, ye faide mand hai
isse hum is property ko naap kakte hai
isse hum iski unit tak pahunch jaye ge
iski unit hai coulomb
ye ek vigayanak kai naam par hai jo 1700 sadi mai
charge vishe par bahut karye kiya
aap wikipedia mai iske baare mai aur parh sakte hai