WEBVTT 00:00:02.132 --> 00:00:04.826 Mjhe ye bohot achi tasweer lagi, Asl mein 00:00:04.826 --> 00:00:08.465 ye tasweer batati he kay hamare jism mein dil kis jaga pe mojood hay 00:00:08.465 --> 00:00:12.543 ap ye dekh saktay hain kay dil dono taraf se paslion mein waqeya hey 00:00:12.543 --> 00:00:16.200 or asl mein, mene abhi isme nahi banaya lekin mein bata houn kay 00:00:16.200 --> 00:00:20.080 phaiphray (lungs) kahan hongay, Ye dayan lung he 00:00:20.080 --> 00:00:23.464 Or is taraf bayan lung hey. Pus yahan pe 00:00:23.464 --> 00:00:27.543 apka dil mojood hey: do lungs k darmiyan. Or me bata raha houn 00:00:27.543 --> 00:00:31.424 dayan or bayan us insaan k hawalay se jis ke under ye dil mojood he 00:00:31.424 --> 00:00:35.700 Pus ye uska dayan or bayaan hey, jo hamare mukhalif 00:00:35.700 --> 00:00:39.328 hey agar hm iski taraf dekhain. Heart asl mein do lungs ke 00:00:39.328 --> 00:00:42.952 darmiyan hey is mehfooz pinjray mein takay 00:00:42.952 --> 00:00:47.072 paslian in ahem azu (organs) ko 00:00:47.072 --> 00:00:51.108 hifazat se rakhay. or is ke niche, agar ap iski 00:00:51.108 --> 00:00:55.529 tasweer banayen. or agar mein banaoon, tou ap dekh saktay hain 00:00:55.529 --> 00:00:58.606 kay niche in tamam cheezon ke 00:00:58.606 --> 00:01:02.865 aik bohot he zaruri patha (muscle) 00:01:02.865 --> 00:01:07.309 hey. log is pathay (muscle) ko nahi jantay, ye aik muscle ki kisam nahi hey 00:01:07.309 --> 00:01:10.847 jo amooman ap logon ko gym me kartay dekhtay hain. lekin ye patha diaphragm kehlata hey 00:01:10.847 --> 00:01:15.113 pus apka diaphragm ka patha 00:01:15.113 --> 00:01:22.841 or apki paslian aik jagah banati hain, jisme diaphragm farash hey 00:01:22.841 --> 00:01:25.686 or paslian aik chat ki manind jese aik kamray ki deewar 00:01:25.686 --> 00:01:30.188 or agar ap is kamray ke hison ko dekhain, apke pas lungs hongay or 00:01:30.188 --> 00:01:33.770 apka dil, pus ye sari khala 00:01:33.770 --> 00:01:38.856 thorax kehlati hey 00:01:38.856 --> 00:01:42.267 pus dil dar haqeqat kia karta hey 00:01:42.267 --> 00:01:45.836 agar hum is sari khala ke 00:01:45.836 --> 00:01:47.770 dil ko karib se dekhain. 00:01:47.770 --> 00:01:53.969 ab mein apk ko dil ke charon taraf ki jaga ka batata houn. ye hamara dayan lung he 00:01:53.969 --> 00:01:58.035 or dusri taraf bayan. or ye tamam 00:01:58.035 --> 00:02:01.375 paslion ke beech me hey, lekin ye mein bna ke bataoonga kionkay 00:02:01.375 --> 00:02:05.498 dil ko is tarah dekhna mushkil he 00:02:05.498 --> 00:02:09.732 pus is baray me sochna dil kia karta he. mere khayal se sab se asaan tareeqa 00:02:09.732 --> 00:02:13.434 ye he kay ap sochain ke ap aik khuliya hain(cell) 00:02:13.434 --> 00:02:17.361 or sochain ap aik cell hain jo bahir nikla hoa hey 00:02:17.361 --> 00:02:21.195 yahan se, ye ap hain, or ap 00:02:21.195 --> 00:02:25.013 jisam ke kisi bhi hisay ko soch saktay hain 00:02:25.013 --> 00:02:27.977 yani aik angoothay ka khulilya, agar kaha jaye ak aik angoothay ka khuliya hain 00:02:27.977 --> 00:02:32.737 or apka kam , khush rehna hey 00:02:32.737 --> 00:02:36.834 or is cell (khuliye) ke pas ai khoon ki nali he, or asl mein her jisam ka cell 00:02:36.834 --> 00:02:40.791 khoon ki nalian rakhta he, or ye angoothay ka khuliya 00:02:40.791 --> 00:02:44.209 bhi isi tarha he, is toe cell ko khas cheezain darkar hain 00:02:44.209 --> 00:02:48.914 is ko O2 oxygen ki zarurat he 00:02:48.914 --> 00:02:52.815 mein isko safaid se likhon ga isay oxygen ki zarurat he 00:02:52.815 --> 00:02:56.589 isko nutrients (maqwi) ki zarurat he sahi 00:02:56.589 --> 00:03:00.429 pus cell ko zinda rehnay ke liya khas cheezon ki zarurat hoti he 00:03:00.429 --> 00:03:03.938 or iski dusri taraf, ye aik kharij mawaad banatay hain. ye hamari tarha banatay hain kharij mawaad 00:03:03.938 --> 00:03:08.269 inka kharij mawad kia hota he 00:03:08.269 --> 00:03:12.525 ye khaya zehan me ata he 00:03:12.525 --> 00:03:15.197 CO2 carbon di oxide, tou co2 kharji mawad hey 00:03:15.197 --> 00:03:19.394 is cell ke liye, 00:03:19.394 --> 00:03:23.494 thori der ke liye faraz karen ke ye khariji mawad nahi banata 00:03:23.494 --> 00:03:26.044 pus , agarcha sath mein aik khoon ki nalian bhi hain 00:03:26.044 --> 00:03:29.905 sach me koi khoon nahi gardish me hey, yahan hm likhain gay 00:03:29.905 --> 00:03:34.306 jesa ke aik chota cell mawad kharij karta he 00:03:34.306 --> 00:03:38.949 wo mawad hm yahan banatay hain 00:03:38.949 --> 00:03:42.078 yahan jama hona shuru ho jata hey 00:03:42.078 --> 00:03:45.462 jessa ke khoon harkat nahi ker raha 00:03:45.462 --> 00:03:50.435 tpu hamara ye toe cell khariji mawad se ghir jaye ga 00:03:50.435 --> 00:03:54.100 or apne he kharij shuda mawad se ghir jaye ga 00:03:54.100 --> 00:03:58.759 or duri tarf , kia ye oxygen or ajzaye maqwi le sakta he 00:03:58.759 --> 00:04:01.945 wo dusri janib ye cheezain nahi le sakta 00:04:01.945 --> 00:04:06.133 so me ye kahonga 00:04:06.133 --> 00:04:09.637 ye zinda rahne ka tareeqa nahi hey 00:04:09.637 --> 00:04:13.245 ye afsos ki bat he 00:04:13.245 --> 00:04:17.418 kay agar ye younhi rah tou cell mar jayega 00:04:17.418 --> 00:04:20.630 cell ko wo sab zarurat he jiski sabko zarorrat hoti he 00:04:20.630 --> 00:04:25.199 jild ka khuliya, koi bhi zinda cell ko is khoon ke doraniye ki zarurat hoti he 00:04:25.199 --> 00:04:29.349 sahi? isko sahi tareeqay se rawan honay ki zarurat hoti he 00:04:29.349 --> 00:04:31.623 agar is cell ko ye khoon ka doraniya milay 00:04:31.623 --> 00:04:36.244 tou apko bilkul mukhtalif tasweer dekhne ko milegi 00:04:36.244 --> 00:04:39.564 kay khariji mawaad ab khoon ke zariye lejaya ja chuka hoga 00:04:39.564 --> 00:04:43.182 ye isi tarha hey ke jese 00:04:43.182 --> 00:04:48.294 koi aye or utha ker ye khariji mawad le jaye 00:04:48.294 --> 00:04:51.289 or apke ghar ke ander koi koora mojood na rahy 00:04:51.289 --> 00:04:56.135 or is ke bajaye oxygen or ijza khanay ke atay jayen 00:04:56.135 --> 00:04:59.613 or mohayya hotay jayen, or is tarha cell 00:04:59.613 --> 00:05:03.606 aram se or achi tarha se zinsa rahega 00:05:03.606 --> 00:05:06.977 agar apk apne jism ke tamam cell ko is tarha 00:05:06.977 --> 00:05:11.414 zinda rakhna chahengay rou apko behtareen doraniye ki zaroorat he 00:05:11.414 --> 00:05:15.100 so ye ghor karne ki bat he, kay ap waqai 00:05:15.100 --> 00:05:19.068 chahtay hain, ke khoon ka doraniya achi tarha se bahay 00:05:19.068 --> 00:05:22.117 tamam jism mein 00:05:22.117 --> 00:05:27.741 lahkhon or karoron cells ko ye dene ke liye aik mazboot 00:05:27.741 --> 00:05:31.034 bahao (pump) ki zarurat he, jo kay khoon ko nahanay me madad day 00:05:31.034 --> 00:05:35.281 saray jism mein rawani ke sath or agay pichay hone mein 00:05:35.281 --> 00:05:39.223 or dil kia he , or iske under kia heye kia karta he 00:05:39.223 --> 00:05:42.910 kia ye aik bohot acha pump he jo khoon ko rawan rakhta he 00:05:42.910 --> 00:05:45.540 agar apka acha khoon ka doraniya he, 00:05:45.540 --> 00:05:49.524 ye mein aik taraf ker k likhounga, ye dil ke kam hain 00:05:49.524 --> 00:05:53.479 in kamo mein, number aik kam ye he 00:05:53.479 --> 00:05:56.045 khoon ka doraniya, 00:05:56.045 --> 00:06:01.049 is ko mein nizam khoon bahao likhta houn 00:06:01.049 --> 00:06:05.043 is nizam ka matlabhey kay 00:06:05.043 --> 00:06:08.782 tamam jism me khoon ki gardish 00:06:08.782 --> 00:06:12.861 ye is tarha hota he, 00:06:12.861 --> 00:06:16.508 is tasweer me ap dekhtay hain, kay ye aik bari vareed hey (vein) 00:06:16.508 --> 00:06:20.656 or aik sharyan (artery) 00:06:20.656 --> 00:06:23.602 ye aik artery he 00:06:23.602 --> 00:06:28.698 khoon is artery me jata he 00:06:28.698 --> 00:06:32.938 or do vein me wapus ata hey 00:06:32.938 --> 00:06:36.820 or is key oper superior, superior ka matlab 00:06:36.820 --> 00:06:40.490 is kay oper hay. superior vana cava 00:06:40.490 --> 00:06:44.382 ye iska naam hey. or iskay nichay ap nahi dekh saktay abhi 00:06:44.382 --> 00:06:48.496 ye dil ki dusre janib he lekin dusri vein ka name inferior (choti) vena cava he 00:06:48.496 --> 00:06:51.522 ye bhi aik vein (vareed) hey 00:06:51.522 --> 00:06:57.533 ye dono vareed jism se sar akhoon lati hain 00:06:57.533 --> 00:06:59.406 heart (dil) k under 00:06:59.406 --> 00:07:02.906 jab dil khoon ko jism mein phelata he 00:07:02.906 --> 00:07:07.256 isko aorta kehtay hain 00:07:07.256 --> 00:07:10.827 pus agar apne aorta ka naam suna hey, ye aik artery he 00:07:10.827 --> 00:07:14.856 jiske baray mein log parhatay hain, is tarha khoon jism me gardish karta he 00:07:14.856 --> 00:07:18.775 sirf ye kam dil nahi karta 00:07:18.775 --> 00:07:22.465 iska dusra kam 00:07:22.465 --> 00:07:26.536 tasweer mein dekhaya he wo pulmonary bahao hey 00:07:26.536 --> 00:07:30.517 pus ye kia karta he 00:07:30.517 --> 00:07:34.116 is ka matlab kia he 00:07:34.116 --> 00:07:39.079 hmain maloom he cell ko O2 ki zarurat he or cell ke pas bohot se CO2 hey 00:07:39.079 --> 00:07:42.322 ye acha he ke khoon harkat mein rahay 00:07:42.322 --> 00:07:45.399 agar cell achi taha se khoon se na nikle 00:07:45.399 --> 00:07:49.786 or oxygen achi tarha se jazab na kare tou cell sahi kam nahi karta 00:07:49.786 --> 00:07:53.107 mera matlab, k cell ke pas khoon ka bahao he lekin isko O2 ki zarurat he 00:07:53.107 --> 00:07:57.271 or cell Co2 chorna chahta he 00:07:57.271 --> 00:08:00.911 ab lungs ka kam ata hey, jab dil khoon sorta me bhejta he 00:08:00.911 --> 00:08:05.436 jab khoon ko wapus jism me bhejta he 00:08:05.436 --> 00:08:09.411 asl me dil khoon lungs ko bhejta he 00:08:09.411 --> 00:08:12.895 sab se pehle bayen lung me khoon jata he 00:08:12.895 --> 00:08:17.186 or dayen se wapus ata he 00:08:17.186 --> 00:08:21.280 or phir isko wapus dil meon 00:08:21.280 --> 00:08:24.629 bhejt ahe, or phir aorta me nichra jata he 00:08:24.629 --> 00:08:28.223 pus ye aik zayed marhala tha blood ka, 00:08:28.223 --> 00:08:32.528 khoon ka wapus dil me ana pulmonary flow kehlata he 00:08:32.528 --> 00:08:36.813 so akhi cheez ap dekhain, is tasweer mein ap dekhain gay 00:08:36.813 --> 00:08:40.196 apko choti khoon ki nalian nazar ayengi 00:08:40.196 --> 00:08:44.344 tamam dil mein pheli hoi. ye kia hain 00:08:44.344 --> 00:08:47.030 asl mein, mera matlabkuch neeli or kuch laal 00:08:47.030 --> 00:08:50.356 neeli wali veien hain or lal wali artery 00:08:50.356 --> 00:08:55.270 kia ye khoon ke nizam ka hissa hain? 00:08:55.270 --> 00:08:58.476 han ye naliyan tamam 00:08:58.476 --> 00:09:01.943 conary naliyan kehlati hain 00:09:01.943 --> 00:09:06.929 apne inka suna hoga 00:09:06.929 --> 00:09:10.720 coronaryray artey ya veins 00:09:10.720 --> 00:09:14.450 tou ye coronary khoon ki nalian hain 00:09:14.450 --> 00:09:18.109 ye dil kay pathon ki madad karti hain 00:09:18.109 --> 00:09:20.715 mjhe yad he 00:09:20.715 --> 00:09:24.724 dil lakhon khulioon cells se mil ker bna hey 00:09:24.724 --> 00:09:29.948 jesa ke angothay ke cells 00:09:29.948 --> 00:09:33.636 inko bhi oxygen or ijzaye maqwi ki zarurat hoti hay 00:09:33.636 --> 00:09:37.223 pus, in cell s kio khoon ke naliyon ki zarorat hoti he 00:09:37.223 --> 00:09:40.319 pus ye coronary khoon ki naliyan hain 00:09:40.319 --> 00:09:43.835 wo naliyan jo dil tak jati hain 00:09:43.835 --> 00:09:47.735 jo dil ke kam ati hain 00:09:47.735 --> 00:09:51.059 ab, agar ye dil ke pathoun ke kam ati hain 00:09:51.059 --> 00:09:55.616 or dil ke khulion ke, kia ye nizam doran khoon ke under ati hain 00:09:55.616 --> 00:09:59.304 ya pulmonary nizam ke 00:09:59.304 --> 00:10:03.411 iska asl kam cell ki madad karna he 00:10:03.411 --> 00:10:08.167 coronary nalian nizam dran khoon me ati hain.