1 00:00:02,132 --> 00:00:04,826 Mjhe ye bohot achi tasweer lagi, Asl mein 2 00:00:04,826 --> 00:00:08,465 ye tasweer batati he kay hamare jism mein dil kis jaga pe mojood hay 3 00:00:08,465 --> 00:00:12,543 ap ye dekh saktay hain kay dil dono taraf se paslion mein waqeya hey 4 00:00:12,543 --> 00:00:16,200 or asl mein, mene abhi isme nahi banaya lekin mein bata houn kay 5 00:00:16,200 --> 00:00:20,080 phaiphray (lungs) kahan hongay, Ye dayan lung he 6 00:00:20,080 --> 00:00:23,464 Or is taraf bayan lung hey. Pus yahan pe 7 00:00:23,464 --> 00:00:27,543 apka dil mojood hey: do lungs k darmiyan. Or me bata raha houn 8 00:00:27,543 --> 00:00:31,424 dayan or bayan us insaan k hawalay se jis ke under ye dil mojood he 9 00:00:31,424 --> 00:00:35,700 Pus ye uska dayan or bayaan hey, jo hamare mukhalif 10 00:00:35,700 --> 00:00:39,328 hey agar hm iski taraf dekhain. Heart asl mein do lungs ke 11 00:00:39,328 --> 00:00:42,952 darmiyan hey is mehfooz pinjray mein takay 12 00:00:42,952 --> 00:00:47,072 paslian in ahem azu (organs) ko 13 00:00:47,072 --> 00:00:51,108 hifazat se rakhay. or is ke niche, agar ap iski 14 00:00:51,108 --> 00:00:55,529 tasweer banayen. or agar mein banaoon, tou ap dekh saktay hain 15 00:00:55,529 --> 00:00:58,606 kay niche in tamam cheezon ke 16 00:00:58,606 --> 00:01:02,865 aik bohot he zaruri patha (muscle) 17 00:01:02,865 --> 00:01:07,309 hey. log is pathay (muscle) ko nahi jantay, ye aik muscle ki kisam nahi hey 18 00:01:07,309 --> 00:01:10,847 jo amooman ap logon ko gym me kartay dekhtay hain. lekin ye patha diaphragm kehlata hey 19 00:01:10,847 --> 00:01:15,113 pus apka diaphragm ka patha 20 00:01:15,113 --> 00:01:22,841 or apki paslian aik jagah banati hain, jisme diaphragm farash hey 21 00:01:22,841 --> 00:01:25,686 or paslian aik chat ki manind jese aik kamray ki deewar 22 00:01:25,686 --> 00:01:30,188 or agar ap is kamray ke hison ko dekhain, apke pas lungs hongay or 23 00:01:30,188 --> 00:01:33,770 apka dil, pus ye sari khala 24 00:01:33,770 --> 00:01:38,856 thorax kehlati hey 25 00:01:38,856 --> 00:01:42,267 pus dil dar haqeqat kia karta hey 26 00:01:42,267 --> 00:01:45,836 agar hum is sari khala ke 27 00:01:45,836 --> 00:01:47,770 dil ko karib se dekhain. 28 00:01:47,770 --> 00:01:53,969 ab mein apk ko dil ke charon taraf ki jaga ka batata houn. ye hamara dayan lung he 29 00:01:53,969 --> 00:01:58,035 or dusri taraf bayan. or ye tamam 30 00:01:58,035 --> 00:02:01,375 paslion ke beech me hey, lekin ye mein bna ke bataoonga kionkay 31 00:02:01,375 --> 00:02:05,498 dil ko is tarah dekhna mushkil he 32 00:02:05,498 --> 00:02:09,732 pus is baray me sochna dil kia karta he. mere khayal se sab se asaan tareeqa 33 00:02:09,732 --> 00:02:13,434 ye he kay ap sochain ke ap aik khuliya hain(cell) 34 00:02:13,434 --> 00:02:17,361 or sochain ap aik cell hain jo bahir nikla hoa hey 35 00:02:17,361 --> 00:02:21,195 yahan se, ye ap hain, or ap 36 00:02:21,195 --> 00:02:25,013 jisam ke kisi bhi hisay ko soch saktay hain 37 00:02:25,013 --> 00:02:27,977 yani aik angoothay ka khulilya, agar kaha jaye ak aik angoothay ka khuliya hain 38 00:02:27,977 --> 00:02:32,737 or apka kam , khush rehna hey 39 00:02:32,737 --> 00:02:36,834 or is cell (khuliye) ke pas ai khoon ki nali he, or asl mein her jisam ka cell 40 00:02:36,834 --> 00:02:40,791 khoon ki nalian rakhta he, or ye angoothay ka khuliya 41 00:02:40,791 --> 00:02:44,209 bhi isi tarha he, is toe cell ko khas cheezain darkar hain 42 00:02:44,209 --> 00:02:48,914 is ko O2 oxygen ki zarurat he 43 00:02:48,914 --> 00:02:52,815 mein isko safaid se likhon ga isay oxygen ki zarurat he 44 00:02:52,815 --> 00:02:56,589 isko nutrients (maqwi) ki zarurat he sahi 45 00:02:56,589 --> 00:03:00,429 pus cell ko zinda rehnay ke liya khas cheezon ki zarurat hoti he 46 00:03:00,429 --> 00:03:03,938 or iski dusri taraf, ye aik kharij mawaad banatay hain. ye hamari tarha banatay hain kharij mawaad 47 00:03:03,938 --> 00:03:08,269 inka kharij mawad kia hota he 48 00:03:08,269 --> 00:03:12,525 ye khaya zehan me ata he 49 00:03:12,525 --> 00:03:15,197 CO2 carbon di oxide, tou co2 kharji mawad hey 50 00:03:15,197 --> 00:03:19,394 is cell ke liye, 51 00:03:19,394 --> 00:03:23,494 thori der ke liye faraz karen ke ye khariji mawad nahi banata 52 00:03:23,494 --> 00:03:26,044 pus , agarcha sath mein aik khoon ki nalian bhi hain 53 00:03:26,044 --> 00:03:29,905 sach me koi khoon nahi gardish me hey, yahan hm likhain gay 54 00:03:29,905 --> 00:03:34,306 jesa ke aik chota cell mawad kharij karta he 55 00:03:34,306 --> 00:03:38,949 wo mawad hm yahan banatay hain 56 00:03:38,949 --> 00:03:42,078 yahan jama hona shuru ho jata hey 57 00:03:42,078 --> 00:03:45,462 jessa ke khoon harkat nahi ker raha 58 00:03:45,462 --> 00:03:50,435 tpu hamara ye toe cell khariji mawad se ghir jaye ga 59 00:03:50,435 --> 00:03:54,100 or apne he kharij shuda mawad se ghir jaye ga 60 00:03:54,100 --> 00:03:58,759 or duri tarf , kia ye oxygen or ajzaye maqwi le sakta he 61 00:03:58,759 --> 00:04:01,945 wo dusri janib ye cheezain nahi le sakta 62 00:04:01,945 --> 00:04:06,133 so me ye kahonga 63 00:04:06,133 --> 00:04:09,637 ye zinda rahne ka tareeqa nahi hey 64 00:04:09,637 --> 00:04:13,245 ye afsos ki bat he 65 00:04:13,245 --> 00:04:17,418 kay agar ye younhi rah tou cell mar jayega 66 00:04:17,418 --> 00:04:20,630 cell ko wo sab zarurat he jiski sabko zarorrat hoti he 67 00:04:20,630 --> 00:04:25,199 jild ka khuliya, koi bhi zinda cell ko is khoon ke doraniye ki zarurat hoti he 68 00:04:25,199 --> 00:04:29,349 sahi? isko sahi tareeqay se rawan honay ki zarurat hoti he 69 00:04:29,349 --> 00:04:31,623 agar is cell ko ye khoon ka doraniya milay 70 00:04:31,623 --> 00:04:36,244 tou apko bilkul mukhtalif tasweer dekhne ko milegi 71 00:04:36,244 --> 00:04:39,564 kay khariji mawaad ab khoon ke zariye lejaya ja chuka hoga 72 00:04:39,564 --> 00:04:43,182 ye isi tarha hey ke jese 73 00:04:43,182 --> 00:04:48,294 koi aye or utha ker ye khariji mawad le jaye 74 00:04:48,294 --> 00:04:51,289 or apke ghar ke ander koi koora mojood na rahy 75 00:04:51,289 --> 00:04:56,135 or is ke bajaye oxygen or ijza khanay ke atay jayen 76 00:04:56,135 --> 00:04:59,613 or mohayya hotay jayen, or is tarha cell 77 00:04:59,613 --> 00:05:03,606 aram se or achi tarha se zinsa rahega 78 00:05:03,606 --> 00:05:06,977 agar apk apne jism ke tamam cell ko is tarha 79 00:05:06,977 --> 00:05:11,414 zinda rakhna chahengay rou apko behtareen doraniye ki zaroorat he 80 00:05:11,414 --> 00:05:15,100 so ye ghor karne ki bat he, kay ap waqai 81 00:05:15,100 --> 00:05:19,068 chahtay hain, ke khoon ka doraniya achi tarha se bahay 82 00:05:19,068 --> 00:05:22,117 tamam jism mein 83 00:05:22,117 --> 00:05:27,741 lahkhon or karoron cells ko ye dene ke liye aik mazboot 84 00:05:27,741 --> 00:05:31,034 bahao (pump) ki zarurat he, jo kay khoon ko nahanay me madad day 85 00:05:31,034 --> 00:05:35,281 saray jism mein rawani ke sath or agay pichay hone mein 86 00:05:35,281 --> 00:05:39,223 or dil kia he , or iske under kia heye kia karta he 87 00:05:39,223 --> 00:05:42,910 kia ye aik bohot acha pump he jo khoon ko rawan rakhta he 88 00:05:42,910 --> 00:05:45,540 agar apka acha khoon ka doraniya he, 89 00:05:45,540 --> 00:05:49,524 ye mein aik taraf ker k likhounga, ye dil ke kam hain 90 00:05:49,524 --> 00:05:53,479 in kamo mein, number aik kam ye he 91 00:05:53,479 --> 00:05:56,045 khoon ka doraniya, 92 00:05:56,045 --> 00:06:01,049 is ko mein nizam khoon bahao likhta houn 93 00:06:01,049 --> 00:06:05,043 is nizam ka matlabhey kay 94 00:06:05,043 --> 00:06:08,782 tamam jism me khoon ki gardish 95 00:06:08,782 --> 00:06:12,861 ye is tarha hota he, 96 00:06:12,861 --> 00:06:16,508 is tasweer me ap dekhtay hain, kay ye aik bari vareed hey (vein) 97 00:06:16,508 --> 00:06:20,656 or aik sharyan (artery) 98 00:06:20,656 --> 00:06:23,602 ye aik artery he 99 00:06:23,602 --> 00:06:28,698 khoon is artery me jata he 100 00:06:28,698 --> 00:06:32,938 or do vein me wapus ata hey 101 00:06:32,938 --> 00:06:36,820 or is key oper superior, superior ka matlab 102 00:06:36,820 --> 00:06:40,490 is kay oper hay. superior vana cava 103 00:06:40,490 --> 00:06:44,382 ye iska naam hey. or iskay nichay ap nahi dekh saktay abhi 104 00:06:44,382 --> 00:06:48,496 ye dil ki dusre janib he lekin dusri vein ka name inferior (choti) vena cava he 105 00:06:48,496 --> 00:06:51,522 ye bhi aik vein (vareed) hey 106 00:06:51,522 --> 00:06:57,533 ye dono vareed jism se sar akhoon lati hain 107 00:06:57,533 --> 00:06:59,406 heart (dil) k under 108 00:06:59,406 --> 00:07:02,906 jab dil khoon ko jism mein phelata he 109 00:07:02,906 --> 00:07:07,256 isko aorta kehtay hain 110 00:07:07,256 --> 00:07:10,827 pus agar apne aorta ka naam suna hey, ye aik artery he 111 00:07:10,827 --> 00:07:14,856 jiske baray mein log parhatay hain, is tarha khoon jism me gardish karta he 112 00:07:14,856 --> 00:07:18,775 sirf ye kam dil nahi karta 113 00:07:18,775 --> 00:07:22,465 iska dusra kam 114 00:07:22,465 --> 00:07:26,536 tasweer mein dekhaya he wo pulmonary bahao hey 115 00:07:26,536 --> 00:07:30,517 pus ye kia karta he 116 00:07:30,517 --> 00:07:34,116 is ka matlab kia he 117 00:07:34,116 --> 00:07:39,079 hmain maloom he cell ko O2 ki zarurat he or cell ke pas bohot se CO2 hey 118 00:07:39,079 --> 00:07:42,322 ye acha he ke khoon harkat mein rahay 119 00:07:42,322 --> 00:07:45,399 agar cell achi taha se khoon se na nikle 120 00:07:45,399 --> 00:07:49,786 or oxygen achi tarha se jazab na kare tou cell sahi kam nahi karta 121 00:07:49,786 --> 00:07:53,107 mera matlab, k cell ke pas khoon ka bahao he lekin isko O2 ki zarurat he 122 00:07:53,107 --> 00:07:57,271 or cell Co2 chorna chahta he 123 00:07:57,271 --> 00:08:00,911 ab lungs ka kam ata hey, jab dil khoon sorta me bhejta he 124 00:08:00,911 --> 00:08:05,436 jab khoon ko wapus jism me bhejta he 125 00:08:05,436 --> 00:08:09,411 asl me dil khoon lungs ko bhejta he 126 00:08:09,411 --> 00:08:12,895 sab se pehle bayen lung me khoon jata he 127 00:08:12,895 --> 00:08:17,186 or dayen se wapus ata he 128 00:08:17,186 --> 00:08:21,280 or phir isko wapus dil meon 129 00:08:21,280 --> 00:08:24,629 bhejt ahe, or phir aorta me nichra jata he 130 00:08:24,629 --> 00:08:28,223 pus ye aik zayed marhala tha blood ka, 131 00:08:28,223 --> 00:08:32,528 khoon ka wapus dil me ana pulmonary flow kehlata he 132 00:08:32,528 --> 00:08:36,813 so akhi cheez ap dekhain, is tasweer mein ap dekhain gay 133 00:08:36,813 --> 00:08:40,196 apko choti khoon ki nalian nazar ayengi 134 00:08:40,196 --> 00:08:44,344 tamam dil mein pheli hoi. ye kia hain 135 00:08:44,344 --> 00:08:47,030 asl mein, mera matlabkuch neeli or kuch laal 136 00:08:47,030 --> 00:08:50,356 neeli wali veien hain or lal wali artery 137 00:08:50,356 --> 00:08:55,270 kia ye khoon ke nizam ka hissa hain? 138 00:08:55,270 --> 00:08:58,476 han ye naliyan tamam 139 00:08:58,476 --> 00:09:01,943 conary naliyan kehlati hain 140 00:09:01,943 --> 00:09:06,929 apne inka suna hoga 141 00:09:06,929 --> 00:09:10,720 coronaryray artey ya veins 142 00:09:10,720 --> 00:09:14,450 tou ye coronary khoon ki nalian hain 143 00:09:14,450 --> 00:09:18,109 ye dil kay pathon ki madad karti hain 144 00:09:18,109 --> 00:09:20,715 mjhe yad he 145 00:09:20,715 --> 00:09:24,724 dil lakhon khulioon cells se mil ker bna hey 146 00:09:24,724 --> 00:09:29,948 jesa ke angothay ke cells 147 00:09:29,948 --> 00:09:33,636 inko bhi oxygen or ijzaye maqwi ki zarurat hoti hay 148 00:09:33,636 --> 00:09:37,223 pus, in cell s kio khoon ke naliyon ki zarorat hoti he 149 00:09:37,223 --> 00:09:40,319 pus ye coronary khoon ki naliyan hain 150 00:09:40,319 --> 00:09:43,835 wo naliyan jo dil tak jati hain 151 00:09:43,835 --> 00:09:47,735 jo dil ke kam ati hain 152 00:09:47,735 --> 00:09:51,059 ab, agar ye dil ke pathoun ke kam ati hain 153 00:09:51,059 --> 00:09:55,616 or dil ke khulion ke, kia ye nizam doran khoon ke under ati hain 154 00:09:55,616 --> 00:09:59,304 ya pulmonary nizam ke 155 00:09:59,304 --> 00:10:03,411 iska asl kam cell ki madad karna he 156 00:10:03,411 --> 00:10:08,167 coronary nalian nizam dran khoon me ati hain.