0:00:02.132,0:00:04.826 Mjhe ye bohot achi tasweer lagi, Asl mein 0:00:04.826,0:00:08.465 ye tasweer batati he kay hamare jism mein dil kis jaga pe mojood hay 0:00:08.465,0:00:12.543 ap ye dekh saktay hain kay dil dono taraf se paslion mein waqeya hey 0:00:12.543,0:00:16.200 or asl mein, mene abhi isme nahi banaya lekin mein bata houn kay 0:00:16.200,0:00:20.080 phaiphray (lungs) kahan hongay, Ye dayan lung he 0:00:20.080,0:00:23.464 Or is taraf bayan lung hey. Pus yahan pe 0:00:23.464,0:00:27.543 apka dil mojood hey: do lungs k darmiyan. Or me bata raha houn 0:00:27.543,0:00:31.424 dayan or bayan us insaan k hawalay se jis ke under ye dil mojood he 0:00:31.424,0:00:35.700 Pus ye uska dayan or bayaan hey, jo hamare mukhalif 0:00:35.700,0:00:39.328 hey agar hm iski taraf dekhain. Heart asl mein do lungs ke 0:00:39.328,0:00:42.952 darmiyan hey is mehfooz pinjray mein takay 0:00:42.952,0:00:47.072 paslian in ahem azu (organs) ko 0:00:47.072,0:00:51.108 hifazat se rakhay. or is ke niche, agar ap iski 0:00:51.108,0:00:55.529 tasweer banayen. or agar mein banaoon, tou ap dekh saktay hain 0:00:55.529,0:00:58.606 kay niche in tamam cheezon ke 0:00:58.606,0:01:02.865 aik bohot he zaruri patha (muscle) 0:01:02.865,0:01:07.309 hey. log is pathay (muscle) ko nahi jantay, ye aik muscle ki kisam nahi hey 0:01:07.309,0:01:10.847 jo amooman ap logon ko gym me kartay dekhtay hain. lekin ye patha diaphragm kehlata hey 0:01:10.847,0:01:15.113 pus apka diaphragm ka patha 0:01:15.113,0:01:22.841 or apki paslian aik jagah banati hain, jisme diaphragm farash hey 0:01:22.841,0:01:25.686 or paslian aik chat ki manind jese aik kamray ki deewar 0:01:25.686,0:01:30.188 or agar ap is kamray ke hison ko dekhain, apke pas lungs hongay or 0:01:30.188,0:01:33.770 apka dil, pus ye sari khala 0:01:33.770,0:01:38.856 thorax kehlati hey 0:01:38.856,0:01:42.267 pus dil dar haqeqat kia karta hey 0:01:42.267,0:01:45.836 agar hum is sari khala ke 0:01:45.836,0:01:47.770 dil ko karib se dekhain. 0:01:47.770,0:01:53.969 ab mein apk ko dil ke charon taraf ki jaga ka batata houn. ye hamara dayan lung he 0:01:53.969,0:01:58.035 or dusri taraf bayan. or ye tamam 0:01:58.035,0:02:01.375 paslion ke beech me hey, lekin ye mein bna ke bataoonga kionkay 0:02:01.375,0:02:05.498 dil ko is tarah dekhna mushkil he 0:02:05.498,0:02:09.732 pus is baray me sochna dil kia karta he. mere khayal se sab se asaan tareeqa 0:02:09.732,0:02:13.434 ye he kay ap sochain ke ap aik khuliya hain(cell) 0:02:13.434,0:02:17.361 or sochain ap aik cell hain jo bahir nikla hoa hey 0:02:17.361,0:02:21.195 yahan se, ye ap hain, or ap 0:02:21.195,0:02:25.013 jisam ke kisi bhi hisay ko soch saktay hain 0:02:25.013,0:02:27.977 yani aik angoothay ka khulilya, agar kaha jaye ak aik angoothay ka khuliya hain 0:02:27.977,0:02:32.737 or apka kam , khush rehna hey 0:02:32.737,0:02:36.834 or is cell (khuliye) ke pas ai khoon ki nali he, or asl mein her jisam ka cell 0:02:36.834,0:02:40.791 khoon ki nalian rakhta he, or ye angoothay ka khuliya 0:02:40.791,0:02:44.209 bhi isi tarha he, is toe cell ko khas cheezain darkar hain 0:02:44.209,0:02:48.914 is ko O2 oxygen ki zarurat he 0:02:48.914,0:02:52.815 mein isko safaid se likhon ga isay oxygen ki zarurat he 0:02:52.815,0:02:56.589 isko nutrients (maqwi) ki zarurat he sahi 0:02:56.589,0:03:00.429 pus cell ko zinda rehnay ke liya khas cheezon ki zarurat hoti he 0:03:00.429,0:03:03.938 or iski dusri taraf, ye aik kharij mawaad banatay hain. ye hamari tarha banatay hain kharij mawaad 0:03:03.938,0:03:08.269 inka kharij mawad kia hota he 0:03:08.269,0:03:12.525 ye khaya zehan me ata he 0:03:12.525,0:03:15.197 CO2 carbon di oxide, tou co2 kharji mawad hey 0:03:15.197,0:03:19.394 is cell ke liye, 0:03:19.394,0:03:23.494 thori der ke liye faraz karen ke ye khariji mawad nahi banata 0:03:23.494,0:03:26.044 pus , agarcha sath mein aik khoon ki nalian bhi hain 0:03:26.044,0:03:29.905 sach me koi khoon nahi gardish me hey, yahan hm likhain gay 0:03:29.905,0:03:34.306 jesa ke aik chota cell mawad kharij karta he 0:03:34.306,0:03:38.949 wo mawad hm yahan banatay hain 0:03:38.949,0:03:42.078 yahan jama hona shuru ho jata hey 0:03:42.078,0:03:45.462 jessa ke khoon harkat nahi ker raha 0:03:45.462,0:03:50.435 tpu hamara ye toe cell khariji mawad se ghir jaye ga 0:03:50.435,0:03:54.100 or apne he kharij shuda mawad se ghir jaye ga 0:03:54.100,0:03:58.759 or duri tarf , kia ye oxygen or ajzaye maqwi le sakta he 0:03:58.759,0:04:01.945 wo dusri janib ye cheezain nahi le sakta 0:04:01.945,0:04:06.133 so me ye kahonga 0:04:06.133,0:04:09.637 ye zinda rahne ka tareeqa nahi hey 0:04:09.637,0:04:13.245 ye afsos ki bat he 0:04:13.245,0:04:17.418 kay agar ye younhi rah tou cell mar jayega 0:04:17.418,0:04:20.630 cell ko wo sab zarurat he jiski sabko zarorrat hoti he 0:04:20.630,0:04:25.199 jild ka khuliya, koi bhi zinda cell ko is khoon ke doraniye ki zarurat hoti he 0:04:25.199,0:04:29.349 sahi? isko sahi tareeqay se rawan honay ki zarurat hoti he 0:04:29.349,0:04:31.623 agar is cell ko ye khoon ka doraniya milay 0:04:31.623,0:04:36.244 tou apko bilkul mukhtalif tasweer dekhne ko milegi 0:04:36.244,0:04:39.564 kay khariji mawaad ab khoon ke zariye lejaya ja chuka hoga 0:04:39.564,0:04:43.182 ye isi tarha hey ke jese 0:04:43.182,0:04:48.294 koi aye or utha ker ye khariji mawad le jaye 0:04:48.294,0:04:51.289 or apke ghar ke ander koi koora mojood na rahy 0:04:51.289,0:04:56.135 or is ke bajaye oxygen or ijza khanay ke atay jayen 0:04:56.135,0:04:59.613 or mohayya hotay jayen, or is tarha cell 0:04:59.613,0:05:03.606 aram se or achi tarha se zinsa rahega 0:05:03.606,0:05:06.977 agar apk apne jism ke tamam cell ko is tarha 0:05:06.977,0:05:11.414 zinda rakhna chahengay rou apko behtareen doraniye ki zaroorat he 0:05:11.414,0:05:15.100 so ye ghor karne ki bat he, kay ap waqai 0:05:15.100,0:05:19.068 chahtay hain, ke khoon ka doraniya achi tarha se bahay 0:05:19.068,0:05:22.117 tamam jism mein 0:05:22.117,0:05:27.741 lahkhon or karoron cells ko ye dene ke liye aik mazboot 0:05:27.741,0:05:31.034 bahao (pump) ki zarurat he, jo kay khoon ko nahanay me madad day 0:05:31.034,0:05:35.281 saray jism mein rawani ke sath or agay pichay hone mein 0:05:35.281,0:05:39.223 or dil kia he , or iske under kia heye kia karta he 0:05:39.223,0:05:42.910 kia ye aik bohot acha pump he jo khoon ko rawan rakhta he 0:05:42.910,0:05:45.540 agar apka acha khoon ka doraniya he, 0:05:45.540,0:05:49.524 ye mein aik taraf ker k likhounga, ye dil ke kam hain 0:05:49.524,0:05:53.479 in kamo mein, number aik kam ye he 0:05:53.479,0:05:56.045 khoon ka doraniya, 0:05:56.045,0:06:01.049 is ko mein nizam khoon bahao likhta houn 0:06:01.049,0:06:05.043 is nizam ka matlabhey kay 0:06:05.043,0:06:08.782 tamam jism me khoon ki gardish 0:06:08.782,0:06:12.861 ye is tarha hota he, 0:06:12.861,0:06:16.508 is tasweer me ap dekhtay hain, kay ye aik bari vareed hey (vein) 0:06:16.508,0:06:20.656 or aik sharyan (artery) 0:06:20.656,0:06:23.602 ye aik artery he 0:06:23.602,0:06:28.698 khoon is artery me jata he 0:06:28.698,0:06:32.938 or do vein me wapus ata hey 0:06:32.938,0:06:36.820 or is key oper superior, superior ka matlab 0:06:36.820,0:06:40.490 is kay oper hay. superior vana cava 0:06:40.490,0:06:44.382 ye iska naam hey. or iskay nichay ap nahi dekh saktay abhi 0:06:44.382,0:06:48.496 ye dil ki dusre janib he lekin dusri vein ka name inferior (choti) vena cava he 0:06:48.496,0:06:51.522 ye bhi aik vein (vareed) hey 0:06:51.522,0:06:57.533 ye dono vareed jism se sar akhoon lati hain 0:06:57.533,0:06:59.406 heart (dil) k under 0:06:59.406,0:07:02.906 jab dil khoon ko jism mein phelata he 0:07:02.906,0:07:07.256 isko aorta kehtay hain 0:07:07.256,0:07:10.827 pus agar apne aorta ka naam suna hey, ye aik artery he 0:07:10.827,0:07:14.856 jiske baray mein log parhatay hain, is tarha khoon jism me gardish karta he 0:07:14.856,0:07:18.775 sirf ye kam dil nahi karta 0:07:18.775,0:07:22.465 iska dusra kam 0:07:22.465,0:07:26.536 tasweer mein dekhaya he wo pulmonary bahao hey 0:07:26.536,0:07:30.517 pus ye kia karta he 0:07:30.517,0:07:34.116 is ka matlab kia he 0:07:34.116,0:07:39.079 hmain maloom he cell ko O2 ki zarurat he or cell ke pas bohot se CO2 hey 0:07:39.079,0:07:42.322 ye acha he ke khoon harkat mein rahay 0:07:42.322,0:07:45.399 agar cell achi taha se khoon se na nikle 0:07:45.399,0:07:49.786 or oxygen achi tarha se jazab na kare tou cell sahi kam nahi karta 0:07:49.786,0:07:53.107 mera matlab, k cell ke pas khoon ka bahao he lekin isko O2 ki zarurat he 0:07:53.107,0:07:57.271 or cell Co2 chorna chahta he 0:07:57.271,0:08:00.911 ab lungs ka kam ata hey, jab dil khoon sorta me bhejta he 0:08:00.911,0:08:05.436 jab khoon ko wapus jism me bhejta he 0:08:05.436,0:08:09.411 asl me dil khoon lungs ko bhejta he 0:08:09.411,0:08:12.895 sab se pehle bayen lung me khoon jata he 0:08:12.895,0:08:17.186 or dayen se wapus ata he 0:08:17.186,0:08:21.280 or phir isko wapus dil meon 0:08:21.280,0:08:24.629 bhejt ahe, or phir aorta me nichra jata he 0:08:24.629,0:08:28.223 pus ye aik zayed marhala tha blood ka, 0:08:28.223,0:08:32.528 khoon ka wapus dil me ana pulmonary flow kehlata he 0:08:32.528,0:08:36.813 so akhi cheez ap dekhain, is tasweer mein ap dekhain gay 0:08:36.813,0:08:40.196 apko choti khoon ki nalian nazar ayengi 0:08:40.196,0:08:44.344 tamam dil mein pheli hoi. ye kia hain 0:08:44.344,0:08:47.030 asl mein, mera matlabkuch neeli or kuch laal 0:08:47.030,0:08:50.356 neeli wali veien hain or lal wali artery 0:08:50.356,0:08:55.270 kia ye khoon ke nizam ka hissa hain? 0:08:55.270,0:08:58.476 han ye naliyan tamam 0:08:58.476,0:09:01.943 conary naliyan kehlati hain 0:09:01.943,0:09:06.929 apne inka suna hoga 0:09:06.929,0:09:10.720 coronaryray artey ya veins 0:09:10.720,0:09:14.450 tou ye coronary khoon ki nalian hain 0:09:14.450,0:09:18.109 ye dil kay pathon ki madad karti hain 0:09:18.109,0:09:20.715 mjhe yad he 0:09:20.715,0:09:24.724 dil lakhon khulioon cells se mil ker bna hey 0:09:24.724,0:09:29.948 jesa ke angothay ke cells 0:09:29.948,0:09:33.636 inko bhi oxygen or ijzaye maqwi ki zarurat hoti hay 0:09:33.636,0:09:37.223 pus, in cell s kio khoon ke naliyon ki zarorat hoti he 0:09:37.223,0:09:40.319 pus ye coronary khoon ki naliyan hain 0:09:40.319,0:09:43.835 wo naliyan jo dil tak jati hain 0:09:43.835,0:09:47.735 jo dil ke kam ati hain 0:09:47.735,0:09:51.059 ab, agar ye dil ke pathoun ke kam ati hain 0:09:51.059,0:09:55.616 or dil ke khulion ke, kia ye nizam doran khoon ke under ati hain 0:09:55.616,0:09:59.304 ya pulmonary nizam ke 0:09:59.304,0:10:03.411 iska asl kam cell ki madad karna he 0:10:03.411,0:10:08.167 coronary nalian nizam dran khoon me ati hain.