Return to Video

How the ITU could put the internet behind closed doors.

  • 0:00 - 0:04
    internet hamen swatantra deta hai apne doston se baat karne ki, kalakari karne ki,
  • 0:04 - 0:09
    vyapar shuru karne ki, apni sarkar ke khilaf bolne ki, puri tarah bina kisi bandhan ke
  • 0:09 - 0:11
    ye koi istefak nahin hai
  • 0:11 - 0:13
    internat ka design ek khuli charcha se mila
  • 0:13 - 0:16
    jo ki pure vishv ke vaygyanik aur yantravettaon ne diya
  • 0:16 - 0:20
    isliye koi upar se dabav nahin thi tha isse tala lagane ka ya rok tham karne ka
  • 0:20 - 0:23
    lekin ab ek sarkar jo ki kuch deshon ke jut hone se bani hai
    ismain hastakshep kar rahi hai
  • 0:23 - 0:28
    aur ek naya sthan banana chahti hai jo ki internet ka bhavishya nirdharit karegi
  • 0:28 - 0:32
    isse International Telecommunication Union (or ITU). kaha jata hai
  • 0:32 - 0:35
    aur is december main duniya ki sarkaren milkar faisala karengi ki
  • 0:35 - 0:39
    yeh anivarya ho aur sabhi zarroari faisle kare net ke bare main
  • 0:39 - 0:42
    ITU ek khatara paida kar sakati hai on-line swatantr bolne par
  • 0:42 - 0:45
    isliye pehle iske baren main shuru se jane
  • 0:45 - 0:48
    internet par kisi ka adhikar nahin hai
  • 0:48 - 0:52
    yeh ek jal hai jo ki bohot sare chote-bade computer ke jal se bana hai. aur koi bhi ismain naya hissa bana sakata hai kuch aur computer ko jod kar
  • 0:52 - 0:56
    internet jin niyam par adharit tha wo ek khule vartalap ke dwara praprt hua
  • 0:56 - 1:00
    kisi ek sarkar ya company ko dhayan main rakh kar nahin banaya gaya
  • 1:00 - 1:03
    lekin ab milen ITU se
  • 1:03 - 1:08
    sabse pehle to ye bohot purana hai
Title:
How the ITU could put the internet behind closed doors.
Description:

Take action at http://www.whatistheITU.org

Fight for the Future and Access collaborated on this short, informative video about a serious threat to the free and open internet that could have devastating effects for human rights and free expression around the globe.

more » « less
Video Language:
English
Team:
Volunteer
Duration:
04:08
jogiakhalibali edited Hindi subtitles for How the ITU could put the internet behind closed doors.
jogiakhalibali added a translation

Hindi subtitles

Incomplete

Revisions