0:00:00.172,0:00:03.990 internet hamen swatantra deta hai apne doston se baat karne ki, kalakari karne ki, 0:00:03.990,0:00:09.430 vyapar shuru karne ki, apni sarkar ke khilaf bolne ki, puri tarah bina kisi bandhan ke 0:00:09.430,0:00:10.981 ye koi istefak nahin hai 0:00:10.997,0:00:13.395 internat ka design ek khuli charcha se mila 0:00:13.395,0:00:16.437 jo ki pure vishv ke vaygyanik aur yantravettaon ne diya 0:00:16.437,0:00:19.688 isliye koi upar se dabav nahin thi tha isse tala lagane ka ya rok tham karne ka 0:00:19.688,0:00:23.396 lekin ab ek sarkar jo ki kuch deshon ke jut hone se bani hai[br]ismain hastakshep kar rahi hai 0:00:23.396,0:00:27.834 aur ek naya sthan banana chahti hai jo ki internet ka bhavishya nirdharit karegi 0:00:27.834,0:00:31.559 isse International Telecommunication Union (or ITU). kaha jata hai 0:00:31.559,0:00:34.556 aur is december main duniya ki sarkaren milkar faisala karengi ki 0:00:34.556,0:00:38.529 yeh anivarya ho aur sabhi zarroari faisle kare net ke bare main 0:00:38.529,0:00:42.439 ITU ek khatara paida kar sakati hai on-line swatantr bolne par 0:00:42.439,0:00:44.887 isliye pehle iske baren main shuru se jane 0:00:44.887,0:00:48.001 internet par kisi ka adhikar nahin hai 0:00:48.001,0:00:51.586 yeh ek jal hai jo ki bohot sare chote-bade computer ke jal se bana hai. aur koi bhi ismain naya hissa bana sakata hai kuch aur computer ko jod kar 0:00:51.586,0:00:56.106 internet jin niyam par adharit tha wo ek khule vartalap ke dwara praprt hua 0:00:56.106,0:01:00.417 kisi ek sarkar ya company ko dhayan main rakh kar nahin banaya gaya 0:01:00.417,0:01:02.962 lekin ab milen ITU se 0:01:02.962,0:01:08.478 sabse pehle to ye bohot purana hai